Different types of triangle patterns in the forex market.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Different types of triangle patterns in the forex market.
    Different types of triangle patterns in the forex market?

    Forex market mein trading karne ke liye chart ke analysis karna bahut jaruri hote hain aur jo trader chat ke baithe analysis kar leta hai wahi trader hi successful ho sakta hai aur jo trader price chart ke analysis nahin kar sakta hai vah kabhi bhi successful Nahin ho sakta hai jab market ke chat ko open karte Hain to vahan per hamen bahut se different types ke patterns milte Hain jinmen se triangle pattern bhi bante hain aur triangle ki three different types Hain jinko agar ham analyse karle to ham bahut hi aasani ke sath market mein trading kar sakte hain.

    Triangle Pattern:

    Triangle pattern ak consolidation pattern ha, aur ye long Bullish/Bearish trend k mid man banta ha aur aam tor per ye pattern ""trend continuation" ka signal deta hai. Jaabaani market mein Trend contonation pattern ki confirmation mil jaati Hai toota bam bahut hi aasani ke sath market mein entry le sakte hain aur apni trade ko bata bana sakte hain isliye hamen triangle pattern ko analyse karna important hota hai kyunki se hamen kafi acchi opportunity mil jaati Hai.

    Types of Triangle Pattern:

    Triangle pattern ki price chart mein three types hoti hai aur jay types hamare liye bahut hi informative hoti hai isliye hamen inke related knowledge jarur Lena chahie kyunki in se ham market mein kam karte hue kafi fayda utha sakte hain.

    1. Symmetrical Triangle Pattern:

    Symmetrical Triangle Pattern man dono trend lines ka slope taqreeban jasa hona chaheye. Q k ager slope different hon to ye "Wedge Pattern" ki classification man ae ga. Symmetrical pattern b ak "trend continuation pattern ha. Trend continuation pattern ko analyse karne ke liye ham trendline ka istemal karte hain aur Java mein trendline se confirmation mil jaati Hai to tab amisco symmetrical triangle pattern kahate Hain yah pattern hamari trading ke liye bahut informative hai.

    Click image for larger version

Name:	symetrical tr.jpg
Views:	17
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12537075

    2. Ascending Triangle Pattern:

    Ascending Triangle Pattern ki sab sa bari pehchan ye ha k is triangle pattern man oper wali trend line bilkul flat hoti ha aur nicha wali trend line positive slope banati ha. Jis sa buyer ka pressure man inrease ko dakha ja sakta ha. Aur is terha buyer is pattern ko oper ki taraf break kerna man kamyab ho jata han aur ak achi buy ki trade trader ko mil jati ha. Baqi Triangle pattern ki terha "Ascending Triangle Pattern b trend continuation" ka signal deta ha. Ascending triangle hamsha Bullish trend k mid man banta ha. Aur breakout per bullish trend k mazeed continue ka signal deta ha.

    Click image for larger version

Name:	ascending tri.png
Views:	2
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12537076

    3. Decending Triangle Pattern:

    Decending Triangle Pattern ki sab sa bari pehchan ye ha k is pattern man lower trend line flate hoti ha aur upper trend line negative slope hoti ha, jis sa sellers k pressure man increase ata ha aur last man market price lower trend ko break kerti ha. Decending triangle Pattern b trend continuation ka signal deta ha. Ye pattern "Bearish trend k mid" man banta ha, aur breakout per Bearish trend k mazeed continue hona ka signal deta ha. Is signal ki vajah se market mein hamen bahut hi acchi hai opportunity mil sakti hai aur ham aasani ke sath market mein trading kar sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	descending tr.png
Views:	2
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12537077

    Conclusion:

    Triangle pattern ke jitne bhi different types ke pattern Hai yah hamare liye kafi mausi hote hain aur hamen market ka ek bahut hi strong signal provide karte hain isliye hamen triangle pattern ko jarur analyse karna chahie aur iske related hamare pass knowledge Hona chahie ki jab bhi hamen market mein koi triangle pattern milta Hai to ham is bar trade le sake aur Is se fayda utha sake ham jitna serious hokar ine ko analyse karenge ham utna hi market mein main better results provide honge.

اب آن لائن

Working...
X