Hook reversal pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hook reversal pattern
    Introduction

    Assalamu Alaikum dear members with karta hoon aap sab khairiyat se Honge aur Forex Mein acchi kar rahe Honge. Aaj ka Mera Sawal bahut hi important
    hai aapko information aur knowledge provide Karega aaj ka Mera Sawal hai ki 4x trading ke andar hook reversal pattern kiya hota hy. Ap is ko kasy used
    kr kay ap kasy profit gain kar sakhty hy.

    What is hook reversal pattern

    hook reversal qaleel mudti candle stuck patteren hain jo rujhan ki simt mein ulat jane ki paish goi karte hain. patteren is waqt hota hai jab aik candle stuck mein pichlle session ki candle stuck se ziyada kam aur kam oonchai hoti hai. yeh patteren engulfing patteren se mukhtalif hai ke pehli aur doosri baar ke jism ke darmiyan size ka farq nisbatan chhota ho sakta hai .

    Click image for larger version

Name:	download (49).jpeg
Views:	3
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12537032

    Working of hook reversal

    hook reversal patteren fa-aal taajiron ke darmiyan maqbool candle stuck patteren hain kyunkay yeh kaafi kasrat se paye jatay hain aur doosri candle stuck mukhalif rang mein tabdeel honay ki wajah se is ki nishandahi karna nisbatan aasaan hai. patteren ki mazbooti aur bharoosay ka inhisaar aksar is se pehlay walay oopar ya neechay ke rujhan ki taaqat par hota hai, aur ziyada tar tajir ulat jane ki tasdeeq ke liye deegar candle stuck patteren, chart patteren, ya takneeki isharay istemaal karte hain. sab ke baad, patteren nisbatan kasrat se hota hai, jo bohat se ghalat masbat ki taraf jata hai jin mein riayat ki jani chahiye .

    Example of hook reversal


    hook reversal patteren ya to taizi ya bearish reversal patteren ho saktay hain : bearish hook reversals up trained ke sab se oopar is waqt hotay hain jab doosri candle ka khula hissa pehli candle ki oonchai ke qareeb hota hai aur doosri candle ka band pehli candle ke nichale hissay ke qareeb hota hai. dosray lafzon mein, rojhan ke dobarah control haasil karne aur session ke douran qeemat taizi se neechay bhejnay se pehlay hi bail market ke control mein hotay hain. blush huk reversal down trained ke neechay waqay hotay hain jab doosri candle ka open pehli candle ke nichale hissay ke qareeb hota hai aur dosray handle ka band pehli candle ki oonchai ke qareeb hota hai. dosray lafzon mein, belon ke dobarah control haasil karne aur session ke douran qeemat taizi se ziyada bhejnay se pehlay reechh market ke control mein hotay hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hook reversal pattern

    Hook reversal pattern in Forex Trading

    Hookreversalpattern 2 candlestick per mushtamil Hota Hai Isko analyse karna bahut Aasan hai is Mein sabse pahle is downtrend aur uptrend Ka progress Mein Hona bahut jaruri hai dusre number per pettren per mushtamil hona zaruri hai aur Teesra second candle ka first candle ke ke andar Banna zaroori hai number aur chauthe number per second candle k higher low r lower high hona chahiye r ye market trend k color ko red (down trend) ko green(uptrend) me tabdail kr deta hai is me dono candle k size me ziada fraq ni hota, ya ye green(uptrend) ko red(downtrend) man tabdeel ker deta ha. . Hookreversal pattren bullish r bearish dono ho sakty hain. Lekin bullish bearish hookreversal pettern similar Hota Hai Lekin pettern ki formation Mein opposite hota han.



    Hook reversal pattern in Forex Trading

    HookReversal Candlestick patterns mai Bearish or bullish Candles banti hai jo ky up trend or downtrend ky bad apko chart mai dekhny ko milti hain.yeh Short term Reversal trend pattern hai yaani iss ky had Reversal trend ho skta hai,Yani bullish hai tu bearish ho skta hai or ager bearish hai tu bullish ho skta hai.Bhut sari Candles hain jo reversal trend ko zaahir krti hai jin ky banny ky bad hamen pata chal jaata hai ky ab reversal trend shuru hony wala hai un mai sy kuch Zair e goor hain.
    1.DOJI.
    2.Spining Top
    3.Bearish and Bullish Engulfing.
    4.Hammer inverted.

    In pattern ky dekhny ky bad trend change hota hai. Bullish Downtrend ky bad aik candle banati hai wo candle Reversal candle ka kam krti hai or wo pechli candle ky Gap up mai open hoti hai tu whaan hookreversal trend shuru hota hai same ussi trha jab market up hoti hai tu aik Bullish hookreversal trend banta hai yani yh candle Pechli candle sy Gap down mai banti hai or pechli candle ky opening price ky drmiyan sy ban kr nechy closed hoti hai.
    nechy picture mai apko waziha ho jaye ga ky kesy Hookreversal apna kaam krty hain yani Bullish or bearish Hookreversal.

    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	11
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12401181


    Trading with Hook reversal pattern

    Is pattern man trader ko "Stop loss aur Take profit" k liye technical indicators ko use kerna chaheye, q k "HookReversalPattern" sirf trend reversal k bara man batata ha lakin kitna move kara ga ye nahe batata. Forex trading ke andar trade karte hue Hamen hookreversal candlestick patterns ka knowledge Hona chahie aur ek bahut hi importance pattern hota hai jo is market ke andar ose Waqt Banta Hai Jab market Ek uptrend ki series banati Hai yah downtrend ki series banati Hai To Jab vah apnaya trend todti Hai To Uske bad hookreversal candlestick pattern banta hai is market mein jo Hamen bahut hi jyada information provide karta hai aur Agar Ham is market mein jyada time active Hain To Ham is market se is pattern se bahut hi jyada fayda Utha sakte hain . Is market ke andar hookreversal candles pattern two types ke Hote Hain Jo Main aapko niche explain kar raha hun .

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	7
Size:	12.4 کلوبائٹ
ID:	12401182





    • #3 Collapse

      Re: Hook reversal pattern

      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	12
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12401183
      Hook Reversal Pattern
      apna work krrhy hn gy hmy kamyabi Hasil krny k ly mahnt sy kam krna hota h or hmy chye apna knowledge ko increase kry jitna zeda knowledge ho ga itna hi hm kamyab ho skty hai or jb tk hmra knowledge incrase na ho jb thk hm kese b business main kamyabi Hasil ni kr skty esly hmy chye hm achi post share kry ta k hmry knowledge increases ho r hm achi post kr k hm acha bounce hasil kr skty hai
      Aj js topic p hm stydy kry us a hmra knowledge gain ho ga hnra topic hook patren hai
      Hook reversal short term aur medium term key reversal pattern hota hay hook reversal pattern ko understand karnyk ley previous day key candles se identify kia ja sakta hay, previous day aur current day key ki market movement ko compared kia jata hay aur market key higher low aur lower high ko compared kar key hook reversal pattern ki identification ki jati hay, Hook reversal pattern ko samjny key ley previous session ka data bahot hi important samja jata hay esi key base par market ko understand karny aur Hook reversal movement ka andaza lagany me asani ho sakti hay
      Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	4
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12401184
      Trade With
      Hook Reversal Pattern
      To dosto ap na hook reversal pattern ko ap na achy sa samjh liya ha ab bat e ha ka is ki madad sa market main trade kasy karni ha to ye bahut he aasan ha ap ko reshan hony ki zaroorat nhe ha agar ap bulish ka pattren find karty hanto ap na mbuy ki taraf jmna ha or agar ap bearish pattern chart par find karty han to ap na sell ki entry leni hoti ha to ye ap ka bahut assan ho ga ka ap strong entry le ka is market sa acha profit hasil karen
      Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12401185
      • #4 Collapse

        Re: Hook reversal pattern

        Hook Reversal Candlesticks Pattern:

        Hook Reversal Candlestick patterns mai Bearish or bullish Candles banti hai jo ky up trend or downtrend ky bad apko chart mai dekhny ko milti hain.yeh Short term Reversal trend pattern hai yaani iss ky had Reversal trend ho skta hai,Yani bullish hai tu bearish ho skta hai or ager bearish hai tu bullish ho skta hai.Bhut sari Candles hain jo reversal trend ko zaahir krti hai jin ky banny ky bad hamen pata chal jaata hai.Hook reversal pattern two candlestick per mushtamil Hota Hain aur is ko analyse karna bahut Aasan hota ha is Mein sab se pahle down trend aur up trend Ka progress Mein Hona bahut important hai dusre number per pettren per mushtamil hona zaruri hai aur 3rd second candle ka first candle ke ke andar Ban na zaroori hai number aur small number per second candle ki higher low aur lower high hona chahiye r ye market trend k color ko red yani down trend ko green yani Up trend mein tabdail kr deta hai is me dono candle ky size me ziada fraq ni hotaa ye greenyani uptrend ko red mtlb downtrend man tabdeel ker deta hai.

        Hook Reversal Candlestick pattern hamy short-term ya long-term trade ka signal deta ha. Ye 2 candles per moshtamil hota ha. Jis man first candle already continue market trend k man long body ka banna bhot zarori ha. Aur iska bad "second candle ka first candle k real body k ander he banna bhot zarori ha. Second candle hamen market k bara man signal deta ha k already chalta howa market trend man buyer/seller na entry li ha, lakin confrimation k liye hamen third candle ka first candle k high ko break ker closing dena zarori ha aur trader ko fourth candle ager third na breakout dia ha to open kerni chaheye. Aur stop loss ko hamasha First candle k low per in case of bullish hook reversal pattern aur Stop loss ko first candle k high per place kerna in case of bearish hook reversal pattern k. Take Profit ap apni merzi ka indicators k through b nika sakta hai.

        Click image for larger version

Name:	AT_AdvdCandlesticks_V2_3r.gif
Views:	40
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12401187
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Hook reversal pattern

          HOOK REVERSAL PATTERNS
          Short-term chicken conversion aur term medium key retrospective pattern hota hay hook retrospective pattern straighten karnyk ley candles of the previous day key se see kia ja sakta hay, previous day current key market movement compared to the market key kia jata hay aur high aur low high compared to kar key hook reversal pattern ki identification ki jati hay, Hook retreat pattern samjny key ley previous session ba data hi important samja jata hay esi key base par market ko understand karny aur Hook reversal movement ka andaza lagany me asani ho sakthi hay
          Click image for larger version

Name:	AT_AdvdCandlesticks_V2_3r.gif
Views:	3
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12401196
          Ye aik boht he acha reversal pattern hai hook reversal ko hum trading main use kerty hian our ye candlestick pattern jab bhe banta hai acha reversal signal hota hia us ko kal he main nay Oil main diekha hai jo k m15 our m30 time frame main bna hai ouir us k bad market nay 100 plus pips ki move de hai hook reversal ko VSA main bottom reversal ya bullish say bearish trend change k leeay bullish reversal mean top reversal pattern bhe khety hain our us main app ager lower time frame ki baat kerty hain to pher ye app ko acha profit dita hai us main app ko bus mehnat ke zarorat hoti hai us main hum acha trade tabb he ker ian gay jab humean next bar ya candle bhe trend change ki favor main milay ge our pher he us say hum acha profit earn ker k ache earning ker pain gay oiur acha profit ho ga nahe to ye fail ho ga to loss bhe ho sagta hia usi leay stop loss zaror use karein ye kisi bhe high low level ya pher lower high level pay bhe mil sagta hia our us ko app trade ker k app acha profit earn ker sagty hain

          اب آن لائن

          Working...
          X