Concept of Wedges in Forex Trading Market and its Importance.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Concept of Wedges in Forex Trading Market and its Importance.
    Definitely wedges ki bahut zyda importance hoti hai aur ismein aapko bahut achi entry mil sakhti hai. Dear member Forex trading mein jab aap different important candlestick pattern ko carefully focus karte Hain, to definitely isliye aapko bahut jyada advantages available ho sakte hain. Technical analysis ko complete karna chahte hain to ismein aapko Wedge kay concept ko achi tarah focus karna hota hai. Forex trading market main aapko hamesha different important candlestick pattern ko carefully study karke inko apni trading main include karna hota hai, otherwise aap successful trading nahin kar sakte hain. Junior members ke liye aaj main candlestick pattern mein included ek bahut hi famous topic, jisko aap falling wedge candlestick pattern or rising wedge candlestick pattern ke naam se jante Hain, is related kuch important aur valuable information aapse share karna chahta hun.

    What is Wedge

    Wedge basically jab market mein slightly downtrend ya uptrend ban raha hota hai or market apni movement complete krty huye slightly retracement complete krti rehti hai, tu isko wedge kaha jata hai. Isko aap following 2 type main divide kar sakhty hain.

    Desending / Falling wedge Pattern

    Falling wedge pattern ko carefully study karne ke liye aapko hamesha ismein market ki channel movement ko carefully focus karna hota hai. Aur ismein aapko hamesha bahut jyada advantages hasil karne ke liye consistently market ki channel movement ko carefully focus karna hota hai. Falling wedge candlestick pattern main market apni channel movement complete kar rahi hoti hai aur consistently market mein ek downtrend focus Karne Ko milta hai.

    Asending / Rising Wedge Pattern

    Dear member agar aap market mein different channel ko break out karne ko properly study kar lete hain, to definitely aap Rising wedge candlestick pattern ko easily identify kar sakte hain, aur ismein maximum advantages increase kar sakte hain. Is pattern mein market consistently uptrend mein apni movement complete kar rahi hoti hai, aur iski consistently retracement karne ke sath sath channel movement ho rahi hoti hai.

    Wedges's Importance

    Dear member Forex trading me agar aap apne technical analysis ko complete karna chahte hain, to ismein aapko market mein falling wedges aur rising wedge isko carefully study karna hota hai. Otherwise aap successful trading nahin kar sakte hain. Kyunki agar aap market mein completely profitable trading karne ke liye technical analysis ko complete karte Hain, to usmein aap ko different vah jisko carefully focus karna hota hai

    Trade in Wedge

    Agar aap Technical Analysis complete kar laty hain or wedges ko achi tarah recognize karna learn kar laty hain, tu aap ko bahut achi entry mil sakhti hai.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20220615-WA0000.jpg
Views:	1
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12536973

اب آن لائن

Working...
X