Importance of Exponential Moving Average in Forex Trading..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Exponential Moving Average in Forex Trading..
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur farax Market Mein Achcha kam kar rahe Honge dear jab aap is market Mein kam karte hain to aapko bahut hi jyada Soch samajhkar kam karna hota hai agar aap is market Mein without planning ke trading karte hain to aapko ismein sirf aur sirf loss Hoga isliye aapko loss se bachne ke liye ek acchi learning aur acche experience ki jarurat hoti hai jo members demo account per practis Karke experience Hasil kar lete hain vah Hamesha successful Ho Jaate Hain Main Aaj aapko bahut hi acchi information share karne ja rahi hun jo aapki trading Ho successful banaa sakti hai to Mera topic hai exponential moving average kya hai Ham is per Kaise kam kar sakte hain...

    What is Exponential Moving Average:

    Dear member for X market Mein Jab Hum kaam kar rahe Hote Hain To ismein Hamen exponential moving average basic movie morning average ka ek pegida Shakal hai jo Kisi Khas time frame ki average ki calculation Karte time sabse latest data point ko Madina se rakhti hai e m a is baat ki jamanat hai purane data points aur Dorae jaane wale data points ka indicator per Vahi Asar Nahin padega Jiska taaja tarin data point Ka Hota Hai simple moving average Mein Sare data ko sem value ke hisab se calculate Kiya jata hai but em a ki calculation Haliya data point per Jyada focus ki vajah se usse different hai simple moving average Mein Ek nukse yah hai ki ismein Pichhle data ke important point per bilkul bhi focus nahin kiya Jata Hai Jiski vajah se bahut Sare halat mein yah value correct sabit Nahin Hoti Hai for example Agar Ek company ka data Uske stock exchange data Se Jyada Behtar sabit Hota Hai to simple movie average usko focus nahin karta hai aur usko Zahir karne mein Kafi time lag sakta hai...

    Click image for larger version

Name:	download (9).png
Views:	6
Size:	12.0 کلوبائٹ
ID:	12536964

    Exponential moving average escape baracks maujuda trend per Jor dekar is type ki adjustment ko best banata hai Baki Jo traders per depend karta hai ki moving Haliya data ko Kitna important aur Aam Samajhta Hai To vah Uske hisab se apni adjustment kar sakta hai is bound per EMA simple moving average Se Jyada Muyasar aur best sabit to Hota Hai..

    EMA Calculation:

    Dear member EMA ki calculation b SMAS different hai yani calculation ki tarike Car Mein Thoda Sa difference hai SMAS ki calculation bahut easy hai for example Agar Ek 20 Din Dino Ki SMAS ki calculation Karni Hoti Hai To usmein total closing price ke total days per divide Kiya Jata Hai jisse 20 din ki total calculate ho jata hai jo ke sare price ke liye ek Jaisa hota hai EMAS se thoda sa different hai ismein Haliya data ko Jyada focus Kiya Jata Hai jabki sma Mein Sab Ki calculation sem hoti hai agar 10 days SMS ka e m a s Maloom karna ho to 18 point 18% traders ki apni Marji per depend karta hai but ISI Tarah Se 20 De Ema ka result 9.52% Aata Hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-15T105513.297.png
Views:	5
Size:	22.2 کلوبائٹ
ID:	12536965

    EMA= closing price multiplied by multiplayer + EMA (Prior day) multiplied by multiplier (1-multiplier)

    Explaination And Usage Of EMAS:

    Dear member forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein expandential moving average Ek mostly use Kiya jata hai jo ki short term ke trading ke liye bhi bahut jyada use Kiya jata hai kuch indicators Jaise moving average conversions divisions bilkul Sath hi Sath percentage price OC later bhi 12 aur 26 days e m a s ke basis per banae gaye hain Iske alava 50 days aur 200 days moving average ko long time trading ke liye design hone ke fek chances hote hain moving average ka juice Agar Muna se tarike se technical analysis Mein ki Jaati Hai To yah traders ke liye bahut jyada benefits sabit hote hain but ine indicators ka galat use bahut Bade paimane per losses Ka Jawab bhi ban sakta hai Jinka Janna Ek trader ke liye bahut important hai moving average ke sare indicator Jo technical analysis Mein use hote hain vah legging indicators Mein Shamil Hote Hain...

    Trading Strategy:

    Dear member for a studying mein trading ke liye traders moving average ke bagair analysis nahin kar sakte hain Ema traders ke liye market Mein entry aur kuchh had Tak exact ka signal bhi deta hai but koi bhi indicators Akele bahut jyada accurate signal tab tak Nahin de sakte hain jab tak uske sath dusre indicator ya price action ko Sath Shamil nahin kiya Jata Hai moving average ke line Tak price pahunchane per Aksar yahan se train reversal hone ke chances Hote Hain Jo Ki long term ke trading ke liye Jyada perfect signal Dete Hain traders ko dusre indicators ke basis per market Mein Entry Aur exact ke sath take profit ke sath position Ka intekhab Karna chahie..

    Click image for larger version

Name:	download (19).jpeg
Views:	1
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12536966

    EMA simple moving average ki nisbat Jyada fast signal Dete Hain Kyunki indicator taaja tarin data ke analysis Karta Hai Jab Ke simple moving average Sare data ko Yahan important Dete Hain Jiski vajah se SMAS thoda sa legging indicator sabit Hota Hai Jab Kisi single ke basis per EMA Jyada taiz hai..

اب آن لائن

Working...
X