What is buying pressure candlsticks pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is buying pressure candlsticks pattern
    AOA

    INTRODUCTION
    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap khairiyat se honge aur aap apni forex trading bhi kar rahe honge aur ummid hai achcha profit bhe hasil kar rahe honge jiya fore x trading market ek complicated market hai ismein kamyabi hasil use waqt Hoti hai jab hamare pass ki knowledge information experience ho aur jo log fore x trading mein kam karte hain vah jarur yah khyal rakhte Hain ki daily base per information data knowledge karte rahen aur vahi log kamyab hote Hain aaj main Apne aapke sath jis topic per baat karna chahta hun aTo iske liye jaruri hai ki hamen candles pattern ke bare mein Janna aur samajhna chahie aur trading chart ko bhi read karna aata ho to hamare loss ke chances bahut kam ho jaate Hain isliye aaj main jis topic per aapse baat karna chahta hun hamen kaise maloom Hoga ki yah Buying pressure hai ya seling pressure hai To Apne topic ko aaj isko batay hue aapke sath knowledgeko share karna chahta hun

    BUYING PRESSURE ON CANDLEST PERSON



    Agar Ham chart aur candles ko samajh Kar trade Karen to hamare loss ke chances kam hote hain kyunki agar market ko bullish Karke trade ki jaaye to acchi trade hoti hai aur market ko analys karne ke liye candles aur chart ko read karna aana chahie is silsile mein ham aaj candles per buying aur seling pressure ko study karte hain lekin usse pahle Ham shortly candles aur uske parts ko discuss karenge Taki Ham buying aur seling pressure ko acchi Tarah understand kar saken

    WHAT IS CANDLESTICK PATTERN

    Candlestick pattern ek rectangular shape mein structure hota hai jo ki hamen price moment ke bare mein batati hai agar price badhengi to upar ya ab trend ki taraf movement Karti hai jabki price ke kam hone per yah down trend ki taraf movement Karti hai yani niche move karti hai aur iske difference part Hain Jo ke niche chal kar aapko berf karna chahta hun

    Click image for larger version

Name:	f0cc793d6a8c89674604c6c18ce9d4ef.jpg
Views:	1
Size:	57.9 کلوبائٹ
ID:	12536915

    BODY OF CANDLES


    Wicks aur shadow on candlesticks body aur wicks ko bhi Ham shortey discuss kar lete hain

    Body

    Yahan se price open ho aur Jahan price close ho use area mein body banti hai jo ki price ke show karti hai

    Click image for larger version

Name:	CandlestickBasicsChart.gif
Views:	9
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12536916





    WICKS SHADOW


    Body ke upar ya niche ke taraf sapik ho sakti hai jo ki price ko low aur high ko show karte Hain ki Yahan tak jakar price wapas a Gai to isko wick kaha jata hai

    Click image for larger version

Name:	grade2-hammer-hanging-man.png
Views:	2
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12536917
    BUYING PRESSURE


    Jab market down trend mein ho aur kisi strong support ya demand zone tak a jaaye yah vahan se price niche jaati hai To buyers market mein in ho jaate Hain aur niche se ekadam price ko upar Le aate Hain is Tarah achanak se price ka badh Jana buying pressure ki alamat hoti hai ismein jo candle banti hai pahle vah bearish body ke sath hoti hai lekin pressure ki vajah se is candle ki body ya to bahut kam rah jaati hai aur ya phere bilkul Nahin rahti aur iske niche lambi hoti hai


    Click image for larger version

Name:	29.-Hammer-close-266x300.png
Views:	1
Size:	5.4 کلوبائٹ
ID:	12536918

اب آن لائن

Working...
X