3 effective indicator jo keh har trader ko jananay chihay....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 effective indicator jo keh har trader ko jananay chihay....
    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members Market mein indicator hamare liye helpful bhi hote hain aur market mein inke bahut se benefit se bhi hote hain agar ham indicators ke bare mein jante hain aur unko theek tarike se istemal kar sakte hain to tab hamen indicator se fayda hota hai aur agar ham indicators ke bare mein acche tarike se Nahin jante hain aur hamein ki acchi information Nahin Hai to fir hamen se achcha fayda bhi nahin utha sakte hain isliye Kisi bhi decatur ko istemal karne se pahle hamen iske bare mein acche tarike se jaan Lena chahie Jo indicator market mein main hamen achcha result provide Karen aur jiske bare mein hi acchi hai information ho hamen usi indicator ko istemal karna chahie tab hi hamen market mein fayda ho sakta hai,



    3 effective indicator in the market:

    Market mein vaise to bahut se indicators hai lekin bahut se traders ine 3 indicators ko bahut jyada istemal karte Hain aur market mein trading karte hue ine se hamen kafi acche results bhi mil jaate Hain isliye hamen main inke bare mein acchi information Ka Hona bahut jaruri hai aakar ham inko thik tarike se istemal Kar saken.
    Moving average
    Relative strength index
    Stochastic indicator

    Moving average:

    Moving average 1 simple indicator hota Hai aur jab ham is indicator ko chat per istemal karte Hain to yah ek simple line hoti hai jo market prices ke sath sath running mein rahti hai. Moving average market mein hamen trend ko bhi analyse karwata hai hi hai aur ham market mein bahut hi acchi indication le sakte hain yah indicator hamare liye kafi helpful hota hai aur hamare analyses ko behtar karta hai.




    Moving average indicator ki bahut si strategies hai hi ham Apne chat per ek se zyada moving average ko bhi sambhal kar sakte hain aur different type ki strategies banaa sakte hain yah indicator bahut jyada istemal hota hai aur isko bahut se expert trade abhi starmall karte Hain indicator market mein indication ke liye ek best indicator hai.

    Relative strength index:

    Market mein relative strength index indicator ko bhi kafi ahmiyat hasil Hai kyunki market mein ji bhi hamare liye bahut hi beneficial aur helpful hota hai market mein analysis karte hue relative strength index indicator se ham market ke overbought or oversold levels ko aasani ke sath analyse kar sakte hain aur hamen pata chal jata hai ki market mein kaun sa level overbought ho gaya hai aur kaun sa level oversold ho gaya hai.



    Relative strength index indicator ek oscillator indicator hota hai aur is indicator mein to levels hote Hain Jo overbought ka level hota hai usko 70 ki reading se Dekha jata hai hai aur jo oversold ka level hota hai usko ham 30 ki reading se dekhte hain market job 70 ke levels se above Hoti Hai to usko overboard Kaha jata hai or job market 30 level se niche a Jaati Hai To Ham usko market ka oversold level Kahate Hain aur is tarike se indicator Hamare liye bahut hi help ho jata hai aur ham isase bahut acchi indication Le sakte hain.

    Stochastic indicator:




    Stochastic indicator bhi ek oscillator indicator hai aur yah bhi hamari trading mein kafi helpful hota Hai is indicator mein hamen 2 lines milati hai jo aapas mein coronavirus karti hui najar aati Hain jaben ka karar upar se niche ki taraf hota hai to yah market mein selling entries ka signal provide Karti Hain aur job inka cross niche se upar ki taraf hota hai to yah market mein vahan ki entries ka signal deti Hai yah indicator bhi hamari trading mein kafi helpful hai aur agar ham iska achcha knowledge rakhte hain to market mein ham iss indicator se bhi kafi achcha fayda utha sakte hain.

    Pros of indicators:

    Market mein ham indicator se kafi accha fayda utha sakte hain aur market ki indication ke liye bahut hi help ho le sakte hain lekin hamen main indicators se help tabhi mil sakti hai jab ham inke bare mein acchi information lenge aur jab ham unka knowledge hasil karenge tab hi ham ine se acchi information le sakte hain.
    Kisi bhi indicator ko istemal karne se pahle hamen uski practice karni chahie kyunki jab hamen practis hogi to hamare analyses bahut hi baitha ho jaenge aur ham bahut hi aasani ke sath market mein trading karne ke kabil honge aur market ko analyse karne ke kabil honge aur market ko analyse kar lenge isliye yah market mein indication ke liye bahut hi best hote Hain.

    Cons of indicators:

    Market mein ham indicator se fayda bhi utha sakte hain aur ine indicators ki vajah se market mein hamara kafi nuksan bhi hota Hai iski badi vajah jaaye hai hai ki jab ham blind indicators per depended ho jaate Hain to tab hamara nuksan hota hai isliye hamen chahie ke ham Kisi bhi indicator ko istemal karne se pahle Uske bare mein acchi tarike se jaan Lena chahie aur hamen indicators ke sath sath Apne technical analysis bhi karne chahie tab indicator hamare liye beneficial hote hain agar ham only indicators per depend karenge to fir hamen kamyabi Nahin milegi.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

اب آن لائن

Working...
X