price action;
price action forex market mein technical analysis ka markaz hey or yeh forex market mein trading chance ko indicate karnay kay ley aik simple laken takatwar tareka hey hum nay forex market mein price action kay teen important rules ke example kay sath gehrai ka jaiza lea hey trend support or resistance market ka action hey
technical analysis kai kesam kay subject par moshtamell hotay hein laken es ke basic price action he hota hey trend price ke level support or resistance or market kay action mein jo kabel e amal signal frahm karta hey
Trend
aisay bohut say indicator hein jo forex market kay trend ko analysis karnay kay ley or es ke strength ko identify kar saktay hein laken jo cheez aik simple price point of view mein ho forex market mein trend ko identify kar sakte hey or yeh hey keh market higher highs or higher low banate ja rehe ho ya phir lower low or lower high banate ja rehe ho ya na he karna es tarah aik range banana hey
forex market mein trend tamam time frame mein pay jatay hein aam rules ko follow karna yeh keh higher time frame short period par bartaree hasell hote hey lahza forex market mein daily or 4 hour chart ka estamal karna chihay
agerchay 4 hour chart aik upper trend ho sakta hey es kay sath daily trend ka zyada ehtaram kea jana chihay keh kes time ka short period trend long period trend kay haq mein wapes aa sakta hey
support and resistance
price action trading ka next important pehlo price kelevels hein or forex market mein support or resistance serf aik point hey jahan par forex market mein demand supply ko sahra day raha hotay hein jab keh forex market mein resistance supply ke aik shape hote hey aik aisa point jahan par market aik peak tak ja rehe hote hey forex market mein en levels ko pehchananay kay bohut say tarekay hotay hein Fibonacci levels , moving average laken yaham par towajah basic tor par hote hey real price ke level trend lines say dahlwan par hey
support or resistance kay different zaveon kay sath sangum aik zyada important or kabel e aitamad level par hota hey mesal kay tor par ager ap kay pass aik ofki price ke level hote hey jo strong trend line ko apas mein melate hey to yeh forex market mein aik strong trend line ko banate hey