Harmonic Pattern Kiya Hae Aur Isske Iksaam?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic Pattern Kiya Hae Aur Isske Iksaam?
    Forex trading chart perr harmonic pattern kee bahut zyda importance hotee haei. Jab ap essko achi tara understand kerr lety hain to ap ko bhot zyada advantages available hoty hein. Forex market mai bohot sary pattern use hoty hein aur jab aapnee analysis complete krty hain tu ess mein aapko harmonic pattern ky concept ko properly understand krna chaheye. Harmonic pattern kee basis perr ap bahot achi decision makeng kerr sakkhty hein. Ap kay saath harmonic pattern ke tafseel share karta hun

    Bullish Harmonic Pattern ko properly utilised karna chahte hain tu iss mein aapko bahut hi acchi buying entry mil sakkhti haei. Leiken different patterns ko properly usee karnay Kay liye enke proper identification bahut hi important factor hota haei. Isliye aapko neecht dieey huey bullish Harmonic Pattern ko recognize krna zarori hota haei.

    Types Of Bullish Harmonic Pattern:

    Bullish harmonic pattern kee 4 types hain jin k related ap achi tara study kerr k market main successful ho sakkhty hein. enke detailed information one by one post main share krun ga jis ko ap easily understand kerr sakkhty hein..

    Bullish Bat Harmonic Pattern
    Bulish ga rtley Harmonic Pattern
    Bulish Butterfly Harmonic Pattern
    Bulish Crab Harmonic Pattern

    1) Bullish Bat Harmonic Pattern

    Bullish Bat Harmonic Pattern bahut hi perfect results produced karne Wala aik pattern hota hai iske confirmation ko jab aap different important Fibbonacci numbers Kay sath confirm krty Hain tu iske accuracy zaiyda increase ho jati hai liken iske calculation exact and perfect ho sakkhti haei.

    Click image for larger version

Name:	P1.jpeg
Views:	6
Size:	27.0 کلوبائٹ
ID:	12536646

    2) Bullish ga rtley Harmonic Pattern

    Bullish ga rtley kee calculation ka bhi aik proper procedures hota haei. Forex trading market mein jab aap X A B C and D line kee basis per market mein buying kee entry la rahy hoty Hain tu ismein aapko Bullish ga rtley Harmonic Pattern bahut jyada advantages hasil karne main helpful ho sakkta haei. Kunk jab aap is platform ko completely study karte Hain tu Fibbonacci numbers kee basis per apke decision makeng process complete ho sakkhta haei.

    Click image for larger version

Name:	2 P.jpeg
Views:	12
Size:	42.7 کلوبائٹ
ID:	12536647

    3) Bullish Butterfly Harmonic Pattern

    Bullish Butterfly Harmonic Pattern aik eisa pattern hota haei jiske calculation aap kay liye achi bullish entry find out krny main helping hota hai is kee aik proper shape hotee hai jiske basis per aap isko identify kerr Kay market main buying entry laty Hein. Isk kuch specific lowwer point and upper point ko focus kerr Kay iske identification krna hotee haei.

    4) Bullish Crab Harmonic Pattern

    Bullish Crab Harmonic Pattern bahut hi important pattern hota haei. Ya bhi aik familiar bullish Harmonic Pattern hota hai Jo aapko buying entry confirm kerr Raha hota haei. Is pattern kee aik specific shape hotee hai jis kee proper explanation aapko hamesha effective trading karne ke liye bahut important role play karti haei.

    Click image for larger version

Name:	4 P.jpeg
Views:	3
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12536648

اب آن لائن

Working...
X