Type of price chart in fore x trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Type of price chart in fore x trading
    AOA

    INTRODUCTION


    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aapke sab khairiyat se honge aur forex trading mein Apne knowledge aur information ke madad se kamyabi hasil kar rahe honge kyunki knowledge aur information chipak Gaya kamyabi namumkin hai isliye hum chahie ki vah Apne knowledge ko improve karte rahen Taki behtar trading kar sake aaj ki post aur topic hai type of price chart and forex trading mein kitni price chart use hote Hain aur Inka maksad kya hai aur yah kitne type ke Hain To aaj is topic per baat karta hun aur koshish karta hun ki aapke sath Apne knowledge ko bahut acche tarike se share karo Taki aap logon ko bhi achcha knowledge hasil ho aur ham sab milkar ache karte Rahe

    Type of price chart

    Trading price chart 3 types hote hn
    1# line price chart
    2# bar price chart
    3# candlestick chart

    Line price chart


    Line chart yah dusre tamam chart se different hai line chart mein sirf market ki closing price ya kimat ko show kia jata Hy line chart bhi different time frame ka hota hai lekin ismein sirf ek line hi show Hoti hai jismein hamen sirf market ki price ya kimton ki list closing position ya price zeher ho rahi hoti hai long term trading ke liye line chart ka istemal Kiya ja sakta hai
    Click image for larger version

Name:	dotdash_INV_Final_Line_Chart_Jan_2021-01-d2dc4eb9a59c43468e48c03e15501ebe.jpg
Views:	3
Size:	486.6 کلوبائٹ
ID:	12536192 Click image for larger version

Name:	chart_linebar.jpg
Views:	1
Size:	35.1 کلوبائٹ
ID:	12536194




    Bar price chart



    Bar chart bhi candlestick time frame se milta julta hai Lekin iski shape aur candlesticks ke shape mein Fark hota hai bar chart ko OHLC bar yani open high low close bhe kaha jata hai bar chart bhi candle se theek Tarah 4 kism ka data Deta hai open close high aur low bar chart mein open price ek chhoti si horizontal line se zahir ho jaati hai Jo ke bar ke left side per Ban jaati hai jabki closing price bar ke right side per ek horizontal line se banti hai Bar ka upar wala hissa opening aur closing line se above price ki sabse high position aur bar ke nichely Wala hesa opening aur closing line se Wala hissa price ke sabse kam position ko zahar karta hai bar ko bhi candlestick ki Tarah apni taraf se color Diya ja sakta hai lekin aam taur per agar bar sabse ya green hai To is ka matlab hai ki kimaten upar ja rahi hai lekin agar bar ka color Red hai To yah price ke niche position batati hai
    Bar ki time frame bhi candlestick ki Tarah different Hoti hai jisko apni marji se select Kiya ja sakta hai

    Click image for larger version

Name:	bar-chart-forex-stocks.jpg
Views:	3
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12536196.





    Candle stick chart



    Candles stick chart 1 price ko do hisson mein divide karta hai jismein ek hisse ko body aur dusre hisse ko wicks kaha jata hai body aur weicks budy ke milane se yah shakal ek candle ki shakal banti hai is chart ko is vajah se candle stick chat kaha jata hai candlesticks ki body aur uske upar diye gaye hain candle sticks ki body aur iske upar aur niche ek line ki waqt ke Sath aur niche ek line ki waqt ke Sath jyada se jyada aur kam se kam price batati hai candle ki body yani candle ka mota hissa time frame ke hisab se open aur close position ko zahar karta hai badal sakte hain lekin aamtaur per agar candle ka color Red ya black hai To iska matlab hai ki close position open position se kam hai ISI Tarah agar candle ka color green aur white hai To is surat mein close position ki value open position se jyada Hogi traders ko do Tarah ke result milte Hain ek sabse pahle jitni lambi Hogi use dauran price ki changing jyada Hui Hogi chhoti Badi wali candle bata rahi hoti hai ki opening aur closing price ek jaise ya ek dusre ke bahut kareeb Hain dusre tarike mein candle ki viks jo body related hoti hai bahut jyada aham hai candle ka matlab hota hai ki market mein time frame mein wire chhoti hoti hai lekin

    Choti wicks wali candles ka matlab hota hai ki market mein muntakhib karda time frame mein buyers ya sellers ka donon ka pressure jyada tha is vajah se candle ki wick chhoti hoti hai lekin lambi wiks wali candle ka asaraat isase different hoti hain lambi wali candle jahar karti hai ki sellers aur buyer ka aMal kuchh waqt ke Liye to jyada tha lekin FIR time fare mein nahin tha


    Click image for larger version

Name:	Bullish-vs-Bearish-candlestick-patterns.png
Views:	1
Size:	81.0 کلوبائٹ
ID:	12536198
    منسلک شدہ فائلیں

اب آن لائن

Working...
X