Classic pattern kyaa hae?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Classic pattern kyaa hae?
    CLASSIC PATTERN KYAA HAE?

    Classic pattern aek traditional pattern hey joo k eh forex market mein aek aam pattern kee kesam hey classic pattern mein prices overall hey joo kuch knownshaklen banatay hein woh zyada tar support yaa resistance level key erad gerd khanchay jatay hein yehh trend line en areas koo indicate karte hey jahan per trader apnay assert key tabadallay mein dilchaspe laytay hein aorr wakt per trade en areas koo khennchay ge.

    Dear en key baray mein kheyall kea jata hey keh woh market key jazbaat key azeem indicator hey mesal key tor per ak charhatay hovay triangular per ghoor karen jaisa keh dain taraf dekhayaa geyaa hae jaisay jaisay wakt guzarta jata hey trader aek higher price per bar bar selling karnay kee koshesh karta hey aorr new buyer zyada tar new prices per bar bar buy karnay kee koshesh kartay hein yehh opar kee taraf pressure koo zahair karta hey aorr opportunity mein prices koo torta hey yehh baat zahain mein rakhen keh technical analysis mumkana hey aorr yehh kabhi kabhi toot nahe sakta aorr yehh wrong break out nahe kar sakta hey kuch classical chart pattern head and shoulder pattern hoo sakta hey

    TRADING STRATEGY

    Trading strategy ka baaarey mein aapko mera tajziyaa yehh kehta ha yehh ess pattern per depend karta hey aorr yehh es key ley aek eshara hota hey reversal pattern hey aorr yehh es baat kee paishan goi karta hey keh price reversal jaay ge aorr opposite direction mein chale jaay ge.continuation pattern yehh paishan goi karta hey keh price apni direction mein aorr price apni direction mein apni movement jare rakhay ge. Ess key elaawa aap jes pattern per trade karna chahtay hein to aap koo apni market key chart key ley analysis karnay key ley aap koo aek kabel e aitmad zarey kee zarorat hote hey aap koo apni market key chart karnay key ley aek kabel e aitmad kee zaroorat hoo ge,trading view aap key ley behtaren hal hey jaisa keh aap nay daikha hey keh site per hamaray zyada tar charts trading view banay gay hein pattern aap koo behtaren andaz mein paishan goi karnay aorr yehh samjhnay mein madad daytay hein keh market kea karen ge takeh aap market say faida hasell kar saken aorr apni trading say profit haselk kar saken.

    CHART PER ANALYSIS

    As a trader apko different candlestick kay related proper information honi chahie ta kay aap successful trading kar sakyn, es ki explanation aap say chart mein share karn gi. Dear members Jab market ka trend aek khaas direction say dosri direction mein change hota hae hum is hony wali changing koo Reversal kehty hen. Dosto Reversal ky ban'ny say pehly market jis taraf move kar rahi hoti hae usi he same direction mein barrhti chali jati hae.agr aap market mein kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein aap koo bhot acha profit milta hae. market mein koi trend temporary toor per Reversal hota hae to ham isy Retracement ka naam dety hen. Matlab ye ky market ka trend completely toor per change nahin hoo raha hota balky market thory time kay liye Reversal hoti hae. Es ki tafseel mein aap say chart mein share karun gi.Ji to yahan ham bat karain gay keh kis tarah is pattern say ham faidah utha sakty hain. Ager ham intraday traders hain to ham 5,15 minutes yaa phir hourly time frame mein isko find kar key use kar sakty hain. Yani iskey bad is per ham sell kar sakty gain. yehh pattern intraday, daily weekly aor monthly teenon types key trading style mein help out karta hae.

    Click image for larger version

Name:	chart pp.png
Views:	2
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12536190

اب آن لائن

Working...
X