Identification of positive risk reward ratio;
Aslam u alaikum,
Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members price action mein hum swing ways ko or trading ways ko identify kar saktay hein en tareekon ko daikha ja sakta hey jen say trader halea price history ko daikh saktay hein takeh yeh andaza lagaya ja sakay keh support or resistance sab say zyada cooperative kahan ho sakta hey nechay deya geya chart swing high or low swing ko indicate karta hey
Price swing ko indicate karnay kay ley hum serf es makhsos period mein candle stick kay inflection ko dekhana chahen gay jaisa keh opar kay chart mein swing low mein dekhtay hein keh keh arket necha ke taraf increase ho rehe hey onchai par janay say pehlay aik low point kaim karte the
swing highs es belkul opposite hey market reversal honay or nechay janay say pehlay chart par aik inflection point ko oncha bananay kay ley koshesh karta hey
hum kabhi bhe yeh paishan goi nahe kar saken gay keh mostakbell mein swing kab ho sakta hey laken hum en swing ko estamal kar saktay hein jo mumkana risk ky tor par reward kay tanasub ke neshandahe ko indicate karte hey
Identify market condition;
price action ka kerdar market ke majodah sorat e hal kay lehaz say mokhtalef ho sakta hey ager market high move kar rehe ho to price aksar high high or higher lows ke aik series banaen gay down trend kay doran price zyada tar lower lows or lower highs ke series banay ge necha deya geya chart oppar kay or lower trend indicate karta hey
ta hum market koi trend paish nahe karte price action prices ko aik range kay andar rah sakte hey or yeh bhe estamal kea ja sakta hey agerchay thora mokhtalef andaz say nechay deya geya chart aik range market mein price action mein tabdele ko indicate karay ga
jaisa keh aap opar wallay chart mein dikh saktay hein chart par chope hove tamam prices jamne rang kay box kay andar rehte hein market conditin ko identify karay kay bad hum phir trade par mumkana risk say reward kay tanasub ko tarteeb daynay kay ley agay barah saktay hein
Market condition kay sath matching strategy;
aik bar jab trader currency kay pair kay market ke condition ka jaiza lay sakta hey to woh apni trade ko tarteeb dayna shoron kar dayta hey ager ap jo chart daikh rahay ho woh ap ko kuch wazah dekha raha hey aap ko yaqene tor par es ke trade karnay ke zaroorat nahe hey currency market kay khobsorat heson mein say aik yeh hey keh yahan par saray ekhterat ein jen par ap trade kar saktay ho
ager NZD/USD aik ghair wazah chart dekha raha hey jes ka identify karna thora moshkel hey AUDUSD, GBPUSD or EURUSD par reversal hechkachaht na karen
laken aik bar jab market ke halat indicate ho jate hey to trader market ke halat say apnay point ko mela kar aik mumkana trading khaka banana start kar dayta hey
yeh chart es bat ko indicate karay ga keh trader apnay trend par trade ko munkana risk to reward ratio ko tarteeb day sakta hey