Pin Bar Kiya Hae Aur Pin Bar Kee Types Kon See Hein?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pin Bar Kiya Hae Aur Pin Bar Kee Types Kon See Hein?
    Pin Bar Candlestick

    Trading chart perr Pin Bar aeik reversal candlestick hoti hai joo aapp koo market main reversal trend kie taraf ishaara kerti haey. ess candlestick kie body minimum aurr esski Shadow yaa wick kaafi lambi hoti haey. eess candlestick kee opening aurr closing values kee basis per aap esski division aurr recognize Kar sakhty haen. Pin bar Candlestick kee following mentioned types hoo sakhti Hain, aur enki Trading interpretation bhee different hoti hay.
    Yeh aeik eisi candlestick jiss main kafi lambi wick hoti hai like uski aeik side per na hony Kay baraber body hoti hay isko aaap pin Bar with no real body khety haen. ess candlestick kee opening aurr closing values almost same hoti hain, joo esski formation kee reason banti haen. ess candlestick ko bhee aaap bullish pin bar with no real body aurr bearish pin bar with no real body main convert Kar sakhty haen.

    Click image for larger version

Name:	PIN BAR.png
Views:	1
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12536121

    Standard Pin Bar

    Standard Pin Bar yaa general pin bar aeik choti body wali reversal candlestick hoti hay jiski upper side yaa down side per Shadow hoti haey. esski wick kee basis per aaap ess ko bearish standard Pin Bar yaa bullish standard pin bar categories Kar sakhtey haen. Standard pin bar kee body hamesha candlestick kee bottom yaa upper level per hoti haey. esski wick just one side per hoti haey. Agr esski wick down side per hoo to usy bullish standard pin Bar khety Hain aurr agr wick upper side per hoo to bearish standard pin Bar hoti hay.

    Nose Pin Bar

    Yeh type bahut he asaan type hay jiesy aasani say identify Kia jaa sakhta haey. ess candlestick main minimum body kee aeik turf halki wick hoti hay jisko aaap nose khety Hain aurr dosri turf kafi lambi shadow hota haey. ess candlestick ko bhee aaap bearish pin Bar with nose aurr bullish pin Bar with nose main divide kar sakte haen. Agr nose upper side per hoti hai to yeh bullish pin bar with nose hoti hay aurr agar nose down side per hoo to isko aaap bearish pin bar with nose keh sakhty haen. yeh aysi pin bar candlestick hoti hai joo tail bhe chorti hai aur reject hoo kr bhe ati hai lykin reverse aa kr bhe zrorat se zyada move dy dyti hai aur phr aapni asal jagah pr waapas ajati hai , aysi candlestick me aeik traf lmbi tail hoti hai aur dosri trf aeik choti nose kee trah hoti hay, nose pin bar candlesticks ko identify kerna bohat hee asaan hota hay.

اب آن لائن

Working...
X