Asslam.u.Aliakum Dosto...
Dear members ap sab thk hon gay Agar Ham market me successful trading karna chahte hain to ismein humko fundamental analysis ki bahut jyada jarurat hoti Hai Forex trading market Mein technical analysis ko complete karne ke sath sath fundamental analysis per bahut jyada tawajjha dene ki jarurat hoti Hai Agar aap fundamental analysis ko ignore karte Hain to aap successful trader nahin Ban sakte hain aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai Fundamental analysis ki vajah se market mein bahut jyada movement hoti hai aur ismein aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha, q k price chart patterns man changes momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta hai.
Introduction:
dear member Financial market me ya forex trading me hockey stick pattern us waqt banta hai jab market me aam tawar par khamoshi hoti hai aur yakdam market me uchal a jati hai. Hokey stick pattern ko world level me us waqat show kia jata hai jab financial satah pe almi mamelat ko dekha jata hai aur ghurbat ki satah ko made nazar rakha jata hai Financial market me jab bhi market aik smooth tareeqay se (sideways movement) chal rahi ho to jab bhi koi new news market me jati hai jis se achanak market me teezi ho jati hai to is se jo chart pattern banta hai wo hockey stick jesa hota hai is waja se is chart pattern ko hockey stick pattern kaha jata hai.
Hockey Stick Chart Pattern:
dear member Market Mein hockey stick chart pattern Ek bahut hi important chart pattern hota hai yah bhi market ko analysis karne ke liye use Kiya jata hai yeah chart pattern market ki position ko confirm karne mein traitors ko acche tarike se sport karta hai tractor market Mein handle inflation distance parts identify karne ke liye market Mein maujud hockey stick chat Baton ka istemal kar sakte hain Kyon Ki yah chat Patron in ke bare mein complete information provide karta hai uske andar flat lines Hoti Hai Jiski wajah se traders market ki growth ko samajh sakte hain ke Maar Peet ki growth slow movement kar rahi hai ya FIR uski speed bahut jyada high hai.
Formation:
Hocky stick pattern har pair main nai banta. kyun keh kisi bhi currency ya commodity pairs ki market main itni fast change ya taizi nai ati keh is main very short time main had say ziada increase a jaye yani is pattern main jab aik aisa bahao ata hay keh isky last periods ki nisbat bahut limited time main bahut ziada aur clear high increase a jaye to isko hockey stick chart say tashbeeh di jati hay. Aur ye amooman tab he ho sakta hay keh jab kisi company kay stock ki prices high ho jayain ya is business ki last 20 years kay muqably main sirf aik ya do saal main itna expansion and increase a jaye keh iska chart just like hockey stick ban jaye.
Conclusion:
Dear member market main ap ko diffrent factor par study kr k achi tara judgement karna hai ta k ap successfull trading krain, jab ap analysis karty hain to ap ko bhot zyada advantage available hoty hain.ap ko humesh khoshish krna ho gi k candlestick pattern ko achi tara study krain ager achhay real chart mein faling window ko identify karnay mein moshkel hote hey laken medan mein kadam rakhnay say pehlay apni salaheton ko action mein lanay say ki moshkell nahe hote hey opar de gai example mein ap asan red arrows ka sahara lein apnay tor par falling window ko talash karen Dear members, Nechy diy gay chart me ap clearly round bottom chart pattern ko daikh sakty hain Agr ap is pattern ki clear understanding lay laity hain to ap ko trade krny main buht asani hogi forex trading ki agr bat ki jaye to es ma linear regression kay tor par time or place ko use kiya jata hai Kisi bi time period ma daye gaye data ko observe karny sy ham future performance ko find kar sakty hain Linear bhot zayada effective tb hoti hai jb trader es ko trend ma use karty hain is pattern ko use krny walo ko ye lazmi pta Hona chye ky ye bhi mumkin hai k market es pattern ma move start to kar dey but pora break down possible na ho paye is reversal pattern ko ham false pattern b kehty hain But agr trader k pass acha knowledge or experience hai to wo en patterns ko talash b kar sakta hai or enk false hony par counter strategy b use kar sakta hai Isily is ki identification bhot carefully krni bhot zarori hai.