Dear friend ye Jo image mein ne ap KY saath share Kiya Hai yeh alligator indicator se related hai ye indicator bhi CCI indicator aur aqua line indicator se Thora bohat milta Hai mujhe is indicator ki koi khas information to nahi maloom lekin jo knowledge mein ne is ky baare mien seekha ha I want to share with you
1. Dear members ye Jo image ap ko upar dikhaya gaya hai ye EUR/USD ka daily chart hai is mein agar Hum dekhen to is mein blue candles alligator ky Jaws ko red teeth ko aur green alligator ky lips ko show kr rahe hain dear Agar hum is indicator ko proper tareeky see apni trading Mein follow kren to hum is see ache trading ko possible bana sakty hain kyun KY yeh bhi humein market see relevant ache signals provide Krta hai
2. Indicator koi bhi ho humein is waqat tak us se profit hasil krny ka moqa nahi mil sakta jab tak ky hum us ka sahi istemal krna na seekh Lyn jab hum us ka use seekh jaen ge to hum profit bhi Hasil kr Lyn ge
ALLIGATOR INDICATOR ko MT4 trading terminal p lagana
jab bhi hum is ka istemal krty hain to humein bohat dehan se market ko watch krna hota hai jaise he candlesticks aik dosre ko cross krti hain to us waqat hmara market Mein enter hone ka ya exit hone ka time hota hai aur is ky ilawa dear Agar hum is ky saath aath momentum indicator ka istemal bhi kren to hum exact entry point find krny mein Kamyab ho sakty hain humein Har kaam Soch samajh kr krny ki koshish krni chaheye tabhi acha faida hasil krny ka moqa mil sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим