INTRODUCTION:
Aslam u alaikum,
dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge aur market main best working kar rahy hon gay dear jab ap kam karty hain to ap ko different factor par study karna hoti hain. jab ap ik achy knowledge k sath kam kar rahy hoty hain to ap ko Market main kamyabi mil jati hai. Agr ap b kamyabi hasil karna chahty hain to ap ko proper news sy update rehna chahye, aj main ap sy FOMC ki important information share karn gi jis ap apni Trading main new experience k sath profitable hon gay..
FEDERAL OPEN MARKET COMMITTEE KIA HAI:
FOMC Federal Open Market Committee aik Federal reserves system ke aikk branch hai jo kay monetary policy aur interest rates kay baary mainn fayisla karti hai. Ye Committee 12 members par mushatamill hote hay aur jinn main sy 7 members board of governors aur 1 president of Federal reserve bank of new york aur 4 baki reserve bank kay presidents hoty hain.
Federal Reserve System Monetary policy kay 3 tools ko control karta hay:
1. OPEN MARKET OPERATION
2. DISCOUNTED RATES
3. RESERVE REQUIREMENTS
MEETINGS OF FEDERAL OPEN MARKET COMMITTEE:
Federal Open Market Committee har ssaal 8 meetings karti hai, yeh meeting regularly hoti hain magar zaroorat parhny parr zaida bhe ho sakti hain. Lekin amoomi toor par 8 meetings he hoti hain. Ye meetings publicly nahe hoti hain esi liey en meetings kay baad afwahon ke garddish zaida hoti hai. Ab kuch saaloon sy FOMC meeting minutes ko public kiya jaata hay jis sy andaza hota hai kay interest rates ko zaida ya kam kiyya jaay ga. FOMC Meetings main members local aur global financial markets ke developments ko discuss karte hainn ess kae sath muaashi aur financial peshangoi bhe karte hain.
FEDERAL OPEN MARKET COMMITTEE OPERATION:
Dear Federal Open Market Committee discounts rates aur bank reserves requirements ko adjust kar kay ye cheez ka pata lagaty hain kay money ke supply ko barhaana hai ya kum karnaa hay. FOMC kay decisions market par bahut zaida asar-andaaz hoty hain. Maslan agar interest rate ko increase karny ka faisla hota hay to aik dam sy dollar ke demaand main izafaa hota hai aur jis ke wajha sy poori matket main kafi harkat dekkhney ko miltee hai
EXPLANATION:
Dear agr market ik kamyab trader banna chahte hain to ap ko FEDERAL OPEN MARKET COMMITTEE k related agr proper information rakhty hain to ap ko marky main maximum Advantage available hoty hain es liye ap ko achi tara judgement karna chahye ta k ap kamyabi hasil karain..