The best way to trade on XAUUSD and Make Profit......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The best way to trade on XAUUSD and Make Profit......
    Aslamualaikum!


    Dear forex friends mujy umeed hain ap sab thk hon gay, or acha profit bana rahy hon gay.market mai doji candlestick pattern se indication aor direction mai change ho raha ho to aus time ye pata chal jata hai to aus waja se market mai jab ye candlestick pattern banta hai to aus mai reversal ki indication hoti hai. Aisy candlestick pattern ko dekh k hum ais market mai trade laga sakty hain kun k ye patterns reverasal ka signal dy rahy hoty hai aor aisy patterns ko find karna bahot asan hota hai. Aisi candle ko asani k sath wick dekh k hum find kar sakty hain ais ki differnet types hai jin ko hum dekh k ais market mai trade kar sakty hain.agr ap market main zayda sy zayda profitable Trading karna chahty hain. to ap ko hamesha fundamental analysis Ky sath sath technical analysis ko perfect banana hota hai. Technical analysis ko complete krny Ky liye different important candlestick ko carefully study karna hota hai.Forex me bht se indicator ko study kia hoga r understand b kia hoga to un jesa ek important Indicator main apky sth discuss kru ga jo k most important hai.

    HOW TO FAST MOVEMENT OF TREADING:

    Dear friend hmm is pair par trade krty hain tu is KY tez movements ki Waja h sy hamary profit main ezafa bhi kaafi tezi sy hota hai. Aur bar bar movements change hny ki wjaah sy is my ham bqi pairs sy zyada trades enter k riskty hain hamy monthly monthly aek e trade mein nahi rehna prta balky is ki movments itni tez hain k month main hum 10 sy bhi zada trades laga sakty hain.Isky ilawa is my profit leny ki lie wait bhi nahi krna prta kyun ky is ki trades baqi pais sy bht short hain jis sy hm jaldi jaldi profitable trades kar KY baqiun sy jaldi rich hskty hain jo dosry pairs prefer krty hain unhy ham tk phnchny main saal lag sakty hain jo ham kuch months main succcess haasil kr skty hain.Islie ispy trade krna hamy bht jaldi bht zyada success full kr skta hai.

    WHAT IS RISK MANAGEMENT IN FOREX MARKET :

    Dear friend Es pair py trading krty waqat risk bhi zada hai kyun ky movements tez h tien hain zara c bewakufi hamy khatry main dal sakti hain or hamein kafi loss bhi hskta hai jis tarah profit jaldi aur zyada hota hai isi trah loss bhi zada aur jaldi hskta hai.Islie is main kafi active rehna prta hai aur kafi active rh kr trade krni prhti hai.Warna ham apna bht zyada nuqsan kr skty hain Agar koi news aj ye tw is market main aur pairs sy zyada tezi aati hai aur 2 mint main hmary hazaro dollars bhi urh sakty hain is lie is my trading krny kilie kafi zyada expert hona prht hai aur kafi zyada active hna prhta hai analysis main zara bhi laprhwai nahi krni chaiye.



    SUPPLY AND DEMAND:

    Dear friend Wesy to saari commodities Supply aur demand par chalti gain lekin gold ke demand hamesha say rahi hai. Chahy wo jewellery ke ssorat main ho. industrial uses ke soorat main yaa phiir safe-heaven currency ke soorat mein ho. Wesy to gold ke demand rehtee he hai lekin mein reason ye hai hy. gold Financial crisis ya dosry economic problems mein gold hamesha sy stable raha hy or esi soorat mein demand mein izzafa hua hy. Aur gold ke Supply gold bars ya jewellery weghra mein bhi available rahi hay.

    BEST ANALYSIS IN FOREX MARKET:

    Dear friend yeh aek bht hi acha pair hay trade krny ky liye lekin agar ham is my laprwahi krengy to baht loss hoga lekin agr ham positive sochien or apni skills aur apny analysis py work krien aur discipline k sath trading krien to yehi pair hammy maheno mein lakhpati bana sakta hay. Islie apni skills p hard work krien or is pair par trade krien to ismy bht profit hai aur yeh hmary liye bhot acha hay.



    Dear friend Hazaron saalon say physically our economically gold ke demaad rahi hay or gold ko safe heaven asset kay torr par jaana jaata hay. Wakat guzarny kay saath sath gold ke demaand main izaffa hota raha hay.our gold ko baad mein currency ke base kay torr par use kiyaa jaany laga.

    CHART IN ANALYSIS:

    Dear friend market main successful Hona Chahte Hain. To aapko different candlestick k related proper information honi chahie ta k ap successful trading kar sakyn, es ki explanation ap sy chart main share karn gi. Dear members Jab market ka trend aik khaas direction sy dosri direction mein change hota hy hum is hony wali changing ko Reversal kehty hen. Dosto Reversal ky ban'ny sy pehly market jis taraf move kar rahi hoti hy usi he same direction mein barrhti chali jati hy.agr ap market main kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein ap ko bhot acha profit milta hai. market mein koi trend temporary toor par Reversal hota hy to ham isy Retracement ka naam dety hen. Matlab ye ky market ka trend completely toor par change nahin ho raha hota balky market thory time k liye Reversal hoti hy. Es ki tafseel main ap sy chart main share karun gi.Ji to yahan ham bat karain gay keh kis tarah is pattern say ham faidah utha sakty hain. Ager ham intraday traders hain to ham 5,15 minutes ya phir hourly time frame main isko find kar kay use kar sakty hain. Yani iskay bad is per ham sell kar sakty gain. Yeh pattern intraday, daily weekly aur monthly teenon types kay trading style main help out karta hai.

    ......Forum is a great place for traders talk.......

اب آن لائن

Working...
X