Metatrader4 (MT4) Mein charts Ki 3 kismy Hote Hain Main To candlestick madam ko follow karta hoon jo sabse Behtar Hai Is Se Hum Log Kafi achha profit hassil kar sakte hain candlestick pattern Se Hum logo ko bahut hi jyada fayda Hustle hota hai isliye Hum Logon Ko candlestick pattern ko follow karna chahi. Forex trading main charts ki reading boht hi ahmioat ki hamil hoti hy .Charts k bina profitable trade ni li ja sakti
1. Line chart
2. Bar chart
3. Candle chart
1. Line chart:
Line chart bahot hi simple chart samja jata hay jes me market price ki movement ko chart me line se zahir kia jata hay, es chart me 1 closing price next closing price key darmeyan draw laga deta hay jo chart me line ki shakal ka ban jata hay, ye bahot hi simple aur easy chart hay jes ko samjna traders key ley bahot zarori hay.
2. Bar chart:
Bar chart bar me ye bilkul be zahir nahi hota hay, Bar chart other charts se bahot hi different aur pecheeda hay, market opening aur closing price key sath Bar chart up aur down se be zahir hota hay jes se traders ko ye chart samjny me mushkil ho sakti hay,
3. Candle chart:
Candle chart koch price information Bar chart se leta hay, candle sticks vertical line me high aur low price ko indicates karta hay, candles ki body key short ya long hony se market price ki movement ko show karta hay jes se traders ko samjny me be asani hoti hay, candle chart traders me bahot hi popular chart type hay aur zeyda tar traders esi chart key base par market ko analysis karny ki koshish karty hey.