stochastic oscillator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stochastic oscillator
    Description.

    Dear friends Stochastic indicator aik bahut asan indicator hai ap easily is ko use ker sakty hen yeh bahut hi asan indicator hota hai is me ap thora sa profit ly ker market se out ho jyn agar zyda time rhy gy tu ap ko loss bhi ho sakta hai is liay hume yahan sab se pehly knowledge hasil kena chiay Stochastic aik bhut asan indicator hai ap easily iss ko used kr skty hain, iss mai 2 lines hotin hain ,upper wali line 80 ka level or nechy wali line 20 ka level mai hoti hai.Iss indicator mai 2 lines hoti hain aik green line or dosri Red line,jab green or red line touch kren gi 20 ky level ko tu us ky bad market jun hi upper ka rukh kry gi,yani green line red line ko 20 ky level sy cross kry gi tu hum ny buy lagani hai yani jab green line upper ka rukh krny lagy,or ussi trha jab 80 ky level per jhun hi Red line green line ko 80 ky level per cross krny ky bad nechy ka rukh kry gi tu hum ny Sell lagani hai. Bhut hi asan indicator hai app easilly used kr skty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (49).jpeg
Views:	8
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12535374

    Gives Confirmation of market trend.

    Dear friends stochastic osilator hamy batata hai. Es sy hamy ye b pata chalta hai k market current phase ma kis jaga lie kar rahi hai. Jb market buy ma jati hai to eski value up jati hai to es ki value 100 ki taraf jana start ho jati hai. Similarly chart ma b up ward move show karti hai. Es sy ham andaza kar saktyn hain k market es time buy ma kis jaga hai or ye further ketna up ja sakti hai. Jb market down ana start hoti hai to stochastic osilator ki mathe metical value down haina start ho jati hai or screen ma es ki diagram b drift show karti hai. Ye ik bhot popular trading tool hai or es ki help sy ham apni trade ko place kartyn hain. Some time jb market ik khas level tak down ati hai to ye down movement show karta hai but phr kuch dair bad ye up ward jana start ho jata hai or apna pattern pora ni karta. Jb ye apny upward ye down ward highest level par hota hai to buy ki line sell ki line diagram ma ik dosray ko cut karti hai. Jis sy zahir ho jata hai k market ka trend change hony wala hai or ye next trend ma dakhil hony lagi hai.

    Benifits in trading.

    Dear friends Stochastic oscillator trading mein hamare liye kafi madad Gar sabit hota hai Ham base indicator ko istemal karke trading ke bahut hi acche analyses kar sakte hain isliye hamen aisi indicator ko jarur istemal karna chahie aur isase fayda uthane ki koshish karni chahie jab Hami se indicator ko istemal karenge to hamen market se kafi achcha fayda milega isliye hamen syndicated gurjar aur istemal karna chahie aur se fayda uthane ki koshish karni chahie hamen chahie ke ham is indicator ke bare mein jarur maloomat hasil Karen Taki Ham is indicator ko theek tarike se istemal kar sakte jab hamare pass acchi mein baat hogi to tab hi Ham is indicator ko theek kaise istemal kar sakenge Varna Ham kabhi bhi syndicator ko battery kaise istemal nahin kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (48).jpeg
Views:	2
Size:	56.0 کلوبائٹ
ID:	12535375

اب آن لائن

Working...
X