Dear Forex Members
jab hum apni trade ko open karty hain tu hum apni trades ko sahi tarha manage nahi kar patay hain. khas kar long term trade mai hum apni trade ko jo target set kar diya hota hai aik bar usi ko use karty hain or baqi koi target ya bad mai kiya fundamental news kay effects ho gy woh ignore kr daity hain jis waja sy marekt ki situation aksar change ho jati hai or humain woh result nahi milta hai jo milna cheye
Esleye traders ko cheye kay woh koshish karay kay jab woh long term trade open kar day tu apni open trade ka kam sy kam week mai aik bar zaror review kary us ka woh review money management kay sath sath fundamental news pay zaror ho us ko pata chalay kay future mai us ki trade ka trend kaha tak acha or kaha tak change ho skta hai
Shukriya.