What is Pin bar strategy types in forex ,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Pin bar strategy types in forex ,,
    Aslam o alaikum

    Introduction

    Assalamu alaikum dear friends umeed karta hoon aap sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath completely kar rahe honge aur apna knowledge aur experience sab ke sath share kar rahe honge aaj ka hamara Jo topic hai pin bar strategy types ditail ,,

    What is Pin bar strategy ,,


    Dear members jb hm market main enter hoty hain hmain eik Japanese candle chart dekhny ko milta hy, yeh candlestick hmain distance shop ke Trha hmain reflection of market ke price btati hy. Es mein hmain different types ke candles dekhny ko milte Hain , jin ko hammer candlestick Shadow Kaha jata hy.
    Yah pattern 1 price bar pr banti hy . es sy shop reversal and rejection of price ko Shadow krta hy.Es ko bar long-tail or long wik Kaha jata hy es pattern mein opening point or closing point main gap bahot kam hota hy or yeh he reason hy , yeh candlestick pattern ke body bahot Small hoti hy or es ke tail rejection k point ko show kr rahe hoti hy . jo k opposite side py move Krti hy.
    Pin bar strategy
    Trader ko es pattern k bad foreign market mein trade Nahi lgani chaheay aur 1 confirmation candle ka wait krna cheay. jb yeh confirmation candle ban jaye to es ke direction mein he trade ko open krna chaeay aurr agr yeh price bar ke tail opposite pr market ko move krwa dti hy to stop loss ke tor pr tail ka starting point set krna chaheay.
    Confirmation candle es liye bhi zaruri hy k es k for an bad aek bar opposite side pr banny k bhi chances hoty hain , Jo aek Bar sy trend ko apni real side main wapis ly ata hy es pin bar pattern ko different types main divide Kiya gea hy. Aek bullish pin aur aek bearish pin bar.
    Click image for larger version

Name:	images (22).png
Views:	4
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12535131

    ( 3 )Types of pin bar strategy ,,,

    1st is Bullish Pin Bar:
    2nd is Bearish pin Bar:
    Pin bar use in trading
    Dears Pin bar trading strategy ko istemal krty time koshish Krni chaheay jb yeh reverse direction mein ho ya set up bullish trend mein ho jis mein hmein following points ko zehan main rkhna chaheay.

    (a). Trading krty waqt stop loss ko highest point par lgana chaheay.

    (b). Es main short work Krein jb bhi price lowest point ko break krti hy.
    (c). Pin bar ke puri length ko measure krna chaheay. Os ke lowest point sy highest point ke tarf measurment complete krni chaheay.
    (d). Hmesha pin Bar ke direction mein trade open krni chaheay.
    (e). Maltipule pin bar k size ko es k according he istemal krny ke koshish Krni chaheay. yh trade ko exact krny k liye simple price action k rules ko follow kr k kaam krna chaheay. Or apny kaam py focus krna chaheay.

    Click image for larger version

Name:	images (21).jpeg
Views:	11
Size:	41.4 کلوبائٹ
ID:	12535132

اب آن لائن

Working...
X