Impact of financial crisis at Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Impact of financial crisis at Trading
    Descrption.

    Dear friends Forex trading market me aksar bare satah pe tabdeeli ati to hai lekin financial market me world crises ka bara masla hota hai. 2008 ki financial market me bohut zyada world satah market me loss ho gaya tha. Hamare han bhi Pakistan me bhi financial market bohut zyada loss me ya crises me chala gaya tha, q k us me pori dunya ka financial market loss me ho gaya aur pair Aur Corona waba ki waja se gold ki price 2000x ki satah bhi touch kar chuki hai jo k world ki tareekh ki sab se bari financial crises hai. War ki waja se bhi financial market me crises hoti hai aur terorism ki waja se bhi bohut hi ziada crises ho sakte hen! Financial crises se market me bohut hi ziada loss hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	1
Size:	41.4 کلوبائٹ
ID:	12535085

    Factors for Economic Crises.

    Dear friends Agr kisi country ma political unstability ho gi to ye uski currency par bhot effect daly ga or us country ki currency ki value kam hi jaye gi or es tarha forex trading currencies par trade karty hain secondly jb kio war ki situation develop hoti hai to investor mazeed invest karna stop kar dety hain jis sy market unstable ho jati hai or trader ko es time par trades ko hold karna chate hea aur jub kio pandemic occur karta hai to over all country ya world ki currencies unstable ho jati hai or es unstability ko trade ma use karna bhot mushkil ho jata hai or trader ko asy time par zayada experience ko use karna hota hai kiu k es time par indicator or pattern market ma kio reliable signal ni dety ya jo signal dety b hain to wo reliable ni hota.

    Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	1
Size:	43.6 کلوبائٹ
ID:	12535086

    Financial Crises Effects Currency.

    Dear friends economic crisis ke waja se us country ke currency ka rate saf bat he down hona shoro ho jata he es bat ko kehte hien economic crisis aur hmein yeh lazme hota he keh hm hr country ke economic crisis ko ache trah se smjhein aur hr country ke economic updates ko lazme watch kia krein takeh hmein economic crisis hone ke phle se information ho aur hm apne trading safe aur profitable kr skein.

اب آن لائن

Working...
X