Price Action Theory and VSA Role in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Price Action Theory and VSA Role in trading
    Price action trading strategy

    Dear friends ye aik bht powerful signals deny wali strategy ho skti hy agar ham acho trha is py kam kren hamen market ky strong trend tak wait karna ho ga aur us key bad price action trading strategy ki calculation se market ko analysis kar key trades open karny ki koshish karni ho gi, buy aur sell orders traders ko price action strategy key breakout point par hi place karny chaye, agar ham esi strategy key sath trades place karen gey to market ki breakout movement asani se hamary take profit targets ko hit kar sakty hey.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-30T215037.834.jpeg
Views:	6
Size:	44.3 کلوبائٹ
ID:	12532763

    Technical Analysis with Price Action

    Price action trading strategy useful hony kay sath technical strategy hay jes ko learn karna bahot zarori hay, price action breakout positions ko samjny key ley hamy pehly price action trading strategy ko samjna ho ga es se hamy breakout hony ka andaza ho sakta hay, jab tak ham candle sticks chart ko learn nahi karen gey ham price action strategy ka be knowledge nahi ho saky ga, price action strategy key ley hamy chart me support and resistance levels ko be mind me rakna hoga es se market me hamy price action strategy se kafi help mil sakti hay, jab market retest par aati hai aus time trade lagani hai kun k ap ko pata hai k market mai jab bhi koi resistance ya support break hoti hai to aus k baad market aus ko retest karti hai aus mai ye hai k humry pass tab moka hota hai hum aus par trade laga sakty hai aor ais mai sab se achi baat ye hai k market jab bhi ye pattern banati hai to aus mai stop loss thora sa hota hai magar ais mai take profit bahot zayda hota hai jaisy ap ne picture mai dekha hai k market support se nechy ai hai aor jab oper gai hai to kafi zayda oper gai hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-30T215028.417.jpeg
Views:	8
Size:	39.0 کلوبائٹ
ID:	12532764

    Difference between Price action and VSA

    Price action aur VSA (Volume Spread Analysis) mein ye farq ha kay price action set of techniques ha, jab kay VSA aik alag technique ha. Price action mein kisi bhi currency ya commodity ki technical analysis se price predict ki jati ha. Price action mein mukhtalif charts ko parha aur samjha jata ha aur un mein mukhtalif tools aur indicators like MACD, Moving Averages, RSI, Bollinger bands use kiye jatay hain. VSA ka ziyada focus kisi khas candle ya bar par hota ha, jab kisi trend ya range ki supply ya demand mein farq maloom karna ho, yo VSA use kiya jata ha.

    Click image for larger version

Name:	images (1) - 2022-05-30T215024.097.png
Views:	7
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12532765

    Conclusion

    price action aik asa analysis method hai jo na hi kabhi fail ho saka hai aur na he is mein koi fault hota price action us ky leay he acha sabit hota hai jo market mein us par practice karta hai aur samjh kar kam karta hai phir he is mein price action pe success hasil hoti hai is lie forex price action say ap ko chart bhi clear nazer ata hai aor is mein apko success bhi utni he achi milti hai is leay is business mein ap ko price action ko achi tarah say sekh kar kam karna chaheye.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

اب آن لائن

Working...
X