Zigzag Trading Indicator Kya han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zigzag Trading Indicator Kya han?
    Zigzag Trading Indicator Kya han?
    Metatrader kay ley zigzag trading indicator forex market mein aik basic tool hey jis kay istamal se kese assert ko trend kay reversal janay kay ley imkan ka andaza laganay kay ley estamal kea jata hai jisko basic support or resistance ka andaza laganay kay ley estamal kea jata hai to yeh forex market mein es baat ko indicate karne mein bhe madad karta hey keh kab market faal tor par forex mein trend banay ge ya en mein say tarteeb de gai level ko tabdeel kar rahe hai es say pehlay sare shore wale condition ko end karnay mein madad melte hey j keh aam tor par kese trend mein pay jatay hein or overall level par tawajo marcos kartay hain.



    Zigzag Trading Indicator ko kaise Read karien ?
    Zigzag indicator ko read karna aasan hota hai keh market trend kis direction mein hota hey lahza ager yeh down dain say opar bain ke taraf increase ho raha hey lahza price mein ezafay ko zahair karta hey es kay opposite ager zig zag indicator opar bain say nechay dain ke taraf fall ho raha ho to es baat ko indicate karta hey keh trend yakene tor par fall ho raha hey.
    yeh batya ja raha hai keh serf market aapko over behavior ko batate hai zaroori nahi hai keh yeh indicator ho ap serf chart par line ko daikh kar bhe marketmein ja sakte hein yeh aap ko aik basic filter frahm karta hey keh ap ko kis direction mein trade karna chahiye.


اب آن لائن

Working...
X