Buy Limit Vs Sell Limit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Buy Limit Vs Sell Limit
    Description.

    Dear friends Market jab aik point par ponch jati hai to hamara pending order hit ho jata hai aur ye pending orders ham apny experience ki base par use karty hain. Trader market ki movement ki base par trade ko manage karty hain Forex trading ma pending orders k lae ham market kay different spots ko pick karty hain or market kay wahan par ponchny sy pehle he apni trade ko waha par place kar dete hai Market Mein trading karne ke liye different types ki technique maujud Hoti Hai ine techniques may pending orders abhi Ek bahut hi best technique hai aur is pending orders ko trade apni trade ko open karte waqt use karte hain Jab vah market Mein bi ka order place karte hain yah pencil ka order place karte hain to use Waqt vah real mein pending orders ko placed kar rahe hote hain isliye Tamam Hai vah pending orders ko properly tarike se study karna chahiye aur Unka Achcha experience Hasil karne ke bad hi market Mein order placed karne chahie

    Click image for larger version

Name:	Forex-Lesson-Types-of-Forex-Orders-780x408.png
Views:	4
Size:	61.0 کلوبائٹ
ID:	12532486

    Buy Limit

    Dear friends Buy Limit Hum market main tab use karte hain jab market Downtrend main ho or Hum Apnay Analysis per trust ho kay Market nay kaha say Reversal Lyna Hai or tab aap ko iss orders ko use karna Chaye iss say aap ko kafe Profit Ho sakta hai iss liyaa p ko Apny analysis Strong karne ki Zaroorat hai tab iss Ko use kiya karein market price downward semat me aik khas position pe pahunch jaye to us waqat buy limit ki trade auto pe open ho jaye. Buy limit trader's us waqat chonte hen jab forex trading market me hum kisi reversal trend ka intezar karte hen k market ki price aik bearish side pe jane k bad reversal ho kar upward (bullish) trend chalay ga. Is waja se hum forex trading market me buy limit ka option lagate hen. Hamen forex trading market me buy limit ko proper technical analysis ka istemal karte howe lagana chahiye.

    Click image for larger version

Name:	sgjsjkf4qqy.jpg
Views:	10
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12532487

    Sell Limit

    Dear friends Sell Limit main aap ko market main Bullish trend main use kar sakte hai jis ke Waja say ap ko iss Orders Bullish Reversal kay trend main use karna Hota hai is liya aap ko jab market main kiese Level per Market ko Sel akrna Ho or aap kay pas Market main Wait karny ka time na Ho toh aap ye Order use kar sakte hain aur market me trend kuch waqt ya lamhay k leye upward jane k bad reversal ho jayegi aur market me baqi downward (bullish) trend hogi. Sell limit me hamen market ki resistance ka pata hona chahiye kay us k bad market ki movement lazmi reversal ho sakti hai is waja se hamen market me sell limit ka option istemal karte hen.

اب آن لائن

Working...
X