Dear forex trading mein broker k sath kaam nahi karte tou hum forex trading mein kaam nahi kar sakta kuen k forex trading mein broker aik aisa platform hai jo hamen liquid provider tak ley kar jata hai hamari trade ko ko liquid provider tak perfect time kay upar ly ker jata hea forex k platform par jab hum trade lagaty hain tou wo hamari trade ko mutalka bank k paas bhej deta hai aur is tarah hamari trade us bank mein open ho jati hai or hum is bank ko liquid provider kehty hain is tarhan jo bhi profit ya loss hota hai us ka broker k sath koi bhi connection nahi hota blky wo loss ya profit liquid provider k sath link karta hai agar hamen profit hota hai tou wo profit hamen liquid provider yani k bank hamen hamara profit dy deta hai or agar hum loss hota hai tou amount hamari liquid provider bank rakh leta hai or broker is silsily mein hum se bus thora sa charge jis ko hum commission kehte hain wo wasool kerta hai hum se phir chahe humein profit ho ya loss is market mein hamare loss ya profit ka broker k sath koi link nahi hota wo bus apna profit leta hai.
What is Liquidity.
Dear jab bahut bari investment ko jab market sy withdraw karwa liya jata hai tou aesy time per bhi market main price variation bahot zyada hoti hai toh jaise main market main jo liquidity produce hoti hai is per market main movement bhi bahut bari ho jati hai tou liquidity provide kerny ka matlab hai ky market main kisi cheez ka shortfall create ker ky space creat ker dena ya kisi cheez ki price ko increase ya decrease kerny ky liay supply ko bahot zyada increase ker dena market main liquidity ka sabab hota ha Liquidity asal main woh space hoti hai jo market main create ker di jati hai ky agar agar demand kisi cheez ki hahot zyada ho jaye toh aisi time per supply ko cut kar dena ya jab kisi cheez ki requirement bahut kam ho lekin uski supply itni increase kar dena ky iski price bahut kam ho jaye tou aesy process ko liquidity kehte hain iske alawa bhi agar koi bary investors market ko apni marzi sy move karwana chahti hain tou woh kisi bhi time market main bari amount investment karte hain jis sy kisi bhi item ki price backhand resources ki waja sy strong ga decrease hona shuru ho jati hai.
Liquidity providers and Role of liquidity providers.
Dear jab aap Kisi broker ke sath apni trading start Karte Hain To aap Jaise hi trade apni open karte hain to broker Apna Commission detect karte hue aapki trade liquidity providers Tak transfer kar deta hai liquidity providers ki ek complete list Hai jis mein all over the world different important aur famous Bank include Hai Jab aapki trade liquidity providers Tak pahunch Jaati Hai To Uske bad aap ki amount liquidity provider ke pass as a reserve hoti hai aur jab aapki trade liquidity provider ke pass pahunch Jaati Hai To Uske bad aap ko jo profit hota hai vah aapke account mein banks add kar dete hain aur Agar aap ko nuksan hota hai to aap ke account se yah amount detect kar di Jaati Hai.