Trend market ka sath trade ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend market ka sath trade ?
    Trend kya ha Forex ki Market ma?

    High trader es baat ko man lein gay keh koi bhe aik strategy nahe hote hey forex market mein jes mein forex market ke jeet ka tanasub 100% ho laken yeh bhe baat hey keh forex trader ko kese bhe talash mein rehnay ke bejay market ko win karnay kay imkan ko behtar bana saktay hein aisa he aik omeed war trend hota hey.

    Aik na mokamal dunia mein trade karnay ka tareka sekhna chihay trend trading forex market mein strong trend ko indicate karte hai tred ko indicate kar kay forex mein khameon ko chopanay ka assan tareka hota hey jaisa keh zail mein daikha ja sakta hai keh aik short trade mein ab bhi kam kiya ja sakta hai kaun keh ager ki trader enter koi market mein arzi tor par izafa hota hey.

    Ghalab trend itna strong hota hey keh mumkana tor par harnay wallay ko jeet mein badal sakta hey yeh es baat par depend karta hey keh stop loss ko kahan par rakha jata hey nechay dey gay chart mein pips dasteab hotay hein jaisa keh trend against hey


    Rujhan Ka Taeyun kase karien ?
    Trend determine karnay kay ley 100-200 candle stick kay sath apni favourit currency pair chart par trend khanchen or phir es ka jawab dein keh prices kes direction mein increase ho rehe hein ager trend up ja raha hey to chart mein higher hghs bante jain ge or higher lows ke aik series talash karni ho ge nechay dey gay chart mein aik darust up trend hota hey
    forex market mein es baat par ghor karen keh kes tarah lagatar high pechle high say zyada hey or har lower os say pehlay wale say high hey tahum haqeeqat mein forex market mein tamam trend khatam ho jain gay lahza upper trend lower trend mein tabdel ho jay ga or forex market mein low level ka selsala start ho jay ga nechay deya geya chart es point k indicate karta hein.



اب آن لائن

Working...
X