Timeframe Kiya Hae?
Agar aap forex trading sey munslik haein to yaqeenan abi tak aap time frame ke term sey bakhoobe waqif hon gay lekin agar aap koo nahi pata to time frame ka matlab wo time hay jiss ke madad sey aap next market kee movement ka andaza lagaty hein ussko timeframe kehtey hein. Yeh time frame aap candels ke shakal mein dekty hein orranalysis kartey hein.
Time Frames Ke Ehmiyat
Trading jab aap karte hein to yeh mumken hay kay mukhtalif indicators say aapko same time frame mein aise signal milen jo apas mein milty ya match na karte hon. To jab aise situation aa jay to uss wakat aap larger picture ko dekhin. Agar koi trader H1 mein trading karne ja raha hay orraise situation hay kay mukhtalif indicators sy mukhtalif signals mil rahy hein to neechy diey huy 2 steps ko follow karin.
Pehla Step:
Sbb sey pehly aap larger time frame mein kisse bhee currency yaa commodity weghra jiss par aap trader karna chahty hein. us ko analyse karin for example daily chart per Phir us pe trend ko determine karney ke koshish karin. Agar trend wazeh nahi hota hay to trend line laga kar trend ko find karney ke koshish karin. Orres kay elaawa aap mukhtalif moving averages use kar kay dekh sakte hein kay trend kis janib hai. Baaz’awkaat trend find karne kay liey kise indicator ke zatoorat nahie hoti hay orraapko trend clearly pataa chall raha hota hai. Maslan agar trend bullish hay to uss soorat mein hamesha long positions leni chahey orragar trend bearish hay to short positions leni chahey lekin agar trend clear ni hay to entry sey ijjtenaab katna chaheey.
Dosra Step:
Jab aapko larger time frames mein trend ke direction clear ho jaay key aapne buy ya sell ke entry leni hay to us key baad aapne apna asal time frame nikaalna hay jiss mein apne trade lagani hai. Maslan H1 mein trade lagany kay liey aapne pehly sy he decides kar liya hua hay kay apne short position leni ha ya long to H1 time frame mein best entry point ko dohndin orrentry lain.
Misaal
Photo mein diey huy AUD/USD kay Daily chart mein sab sy pehly humne Bear trend ko dhoonda.
Jesa key aap dekh saktye hein kay clearly market mein bear trend chal raha hay lekin bear trend slow down ho raha hai. Es key liey humne neechy dee hui picture mein fibbonachi levels laga diya orrconfirm hony ka wait kiya.
Confirmation key baad
Jessa key aap ney oper dee gai tasveer mein dekha kay jab market fibbo level 38.2% par pohnchi yo humne matket mein confirmation kay baad entryy lay lee. Orrjab tak matket humko revarsal kay signs nahi deti hum matket mein entry ko close nahi karte lekin jab reversal confirm ho jaay to exit kar kay apna profit lock kar lety hain.