Parabolic SAR kiya han Forex ki duniya ma ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR kiya han Forex ki duniya ma ?
    Ye bahut seedha aur asan indicator ha . Is me trend kahan sa shuru hora ha or kahan khatm hora ha dono dekhae deta han.


    Is me Yaad rakhne wali baat ye hai ka ya indicator dirf trending market me bhtr natij deta hai side market me galat signal deta hai . Is indicator to me dana zahir hoti hain. Dana price ka nicha hota hon to trend opr ko hoga or Dana price ka opr hon to trend nicha hoga. Trade me enter hone k liye teesra dana ka intizar bhtr hota ha take trend ki tabdeeli confirm ho jaye. Or dana dosri janib shift hojai to trade close kr deni chiya.


    Stochastic :
    Kxh indicator cycle ki shakal me hote han jin me aik stochastic ha.



    Iski reading safr sa soo hoti ha. Reading 22 sa nicha jae to over sold yani ab price ka mazeed nicha jane k chances kam hn trade ab price buy karne k lia tayari kr raha han. Reading 80 sa opr jae to over bat yani ab price ka mazed opr jane ka chances kam han trade ab price sell karne k liya tyari kr raha han.


    R S I
    R S I stochist sa milta julta ha is me bi trading sfr sa so tak jati ha. Yahan oversold or overbought ka liya 30 or 70 ko bunyad rakha gaya ha. 30 sar nicha price hoto buy k chances hota han or 70 sa opr price ka sell chances hota hai.




    RSI me izafi khasosiyat ye b ha ka ya trend ki nishandahi b karta ha.

اب آن لائن

Working...
X