Greed in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed in forex
    Greed:

    Greed mtlb lalach yani k km or jldi wqt mn ziada profit kamana.
    Forex m bhu greed karny se loss hota hay or ksi bhi business mn agar hm greed kren gy to hmain es ka nuksan hi hota hay kabi b greed nahi karna chahiye.

    Click image for larger version

Name:	images (42).png
Views:	1
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12531929

    Forex trading business mn agr app greed Karin ge to app apne account se hath dho bethin ge. is liye forex traders ko forex trading business main trading ke doran ziada earning ka lalach nai karna chahiye.

    Forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye es lye humy forex me greed nahi krna chahye greed loss ka subab bnti hai es lye kha tuk mumkin ho greed sy avoid rhain.

    Click image for larger version

Name:	images (33).jpeg
Views:	1
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12531930

    forex trading business main lalach sab se buri bala ha. forex traders ko chahiye ke wo forex main greed free ho kar trading karin. agar forex traders greed ko chor din to profit khud un ke pas aye ga.

    Greed aik bht hi buri cheez hai islye humain chhye k hum kabi b greed na karain aur khud sy jitna hosky utna hi profit earn karain kabi b ziyada ki lalach main na prain warna humain mushkilaat ka samna karna par sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (43).png
Views:	1
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12531931

    purani aur achi khawat hy k lalch buri bla hy wo esi liy hy k jo koi b lalch krta hy us ka nuqsaan hi hota hy aur hum log ess baat ko smjhty nai hein aur lalach kr k apona nuqsan kr baithty hein aur phr kehty hein k yeh forex market sai nai hy yeh loss krwa deti hy ess liy hum ko chahiy k lalch nai krien.

اب آن لائن

Working...
X