Aslam o alaikum
Introduction
Doston main ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge aaj Ham Jo topic create karne ja Rahe Hain vah hai flang jatt and for extering market yani ki flang chart pattern kya hai aur kaise kam karta hai
,What is flag Chart pattern..
Dear friends flag doato hamain forex main munafa bakhsh trading ke liye kise na kise syratgy ka sahar lena he parta hay is liye profitable tradi g ke liye be had lazmi hay ke is bat par ghoor karain to chalo dosto aaj aik ayse hikamat amli ko samajhte hain jis se aap forex main acha munafa earn kar sakte hain. Or ye aik continuation pattern ha mtlb k ye jis bhi trend main banta ha ye us trend k continue rehny ko indicate karta hy . es liy just ek retracment hoti ha market ki or es k bad market apny trend main move karti ha .
Yeh Chart Main Kesy Banta Hay
Dear members jb market ksi trend main oper ya nechy k trend main ja chuki ha to us k beech main market thori retracment leti ha
or ek rectangle type upward ya downwarce moving pattern bnta ha jo k trend py depend karta ha q ye rectangle trend k opposite banti ha . Estrah jb market apna trend main kafi oper ya nechy ja chuki hoti ha to wo aik pole type hota ha or us k bad rectangle shape flag banta ha es liy flag chart pattern kaha jata ha . Ye done bulish or bearish trend main banta ha to es liy eski 2 types hain .
Bearish $ Bulish Flag Pattern.
Bulish
bulish flag pattern bulish trend men hi banta hy or is k breakout k bad market bullish hi move karti ha
Bearish
jb k bearish flag pattern bearish trend man hi banta ha or es k breakout k bad market bearish hi move karti ha
How To Trade With Flag Char Pettern
dear members flag chart pattern men trade karny k liy apko phly dekhny ha k yeh pattern kis trend me ban raha hy or phir pattern k complete hony ka wait karna hoga after completion apko es k breakout ka wait karna ha or jis trend men yeh bna ha us direction main eska breakout ho ga . Agr bullish trend main banta ha to breakout bhi bullish ho ga . Or breakout k bad apko eski confirmation ka wait karna ha jo k es k bhr market ki closing or wapis eska test ho ga or es men apka loss flag resistance ya support jska breakout hoa ha wo ho ge or apka<brprofit target flag k pole k equal ho ga