Flag Pattern kiya hain aur yah forex me q important hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Flag Pattern kiya hain aur yah forex me q important hain.
    Dear forum member, flag pattern say related ap ny buht acha knowledge share kiya hai. Forex aik buht famous business hai. Jis me ap candlesticks aur chart pattern k knowledge aur experience k sath successful ho sakty hain. Chart pattern me sab say important pattern flag pattern hai. Aj main apni post me ap say, flag chart pattern k bary me bat krna chata hoon. Yah Forex me sab say zayda use hony wala pattern hai.

    Introduction of Flag chart pattern:

    Dear forum members, flag chart pattern ap ko trend k bary me btata hai ye os time banta hai Jab market ki movement taiz k hoti hai. Flag chart pattern ki proper understanding k liye ap ko chahiye k wo market price k market k swing points ko focus karin.

    Importance Flag Chart Pattern:

    Dear forum members, flag chart pattern, Forex me mojod, currency pairs and commodities price k chart pattern ki movement ko properly utilised krny k liy buht zayda use hony wala pattern hai. Yah ap ko technical analysis krny main madad krta hai. Is say ap prices ki maximum movement ko identify kr sakty hain.

    Flag chart pattern ki 3 types hoti hain

    Traditional Chart Pattern
    Bullish flag chart pattern
    Bearish flag chart pattern.

    Forex me kamyabi k liy in ki study buht zarori hai.

    Bullish flag chart pattern:

    Dear members, yah ap ko bullish trend k bary me btata hai. Is pattern k banany k bad ap ko buy ki trade lagani chaiy.

    Click image for larger version

Name:	download (6).jpeg
Views:	5
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12531638

    Bearish flag char pattern:

    Dear members, yah ap ko bearish trend k bary me btata hai. Is k banany k bad ap ko sell ki trade lagani chaiy.

    Click image for larger version

Name:	download (19).png
Views:	17
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12531637

    Use of stop loss:

    Dear members, flag pattern me ap ko stop loss hamesha resistance k oper Rakhna chaiy aur tak profit support level pay Rakhna chaiy.

اب آن لائن

Working...
X