Leading and Lagging Indicators in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading and Lagging Indicators in Forex Trading
    Introduction:
    Aoa umeed karta hu thek ho gaye sub main jaisa k janta hu forex aik bhot he bara business hain mehnat kar k iss main hum apni strategy bana kar iss main daily basis per kuch na kuch profit bana sakta hain mehnaat karna sy iss main insaan kabhi be loss nahi krwata balka kuch na kuch zaroor earn karta hain humain be isss main chaiye k mehnat karye struggle karye thky human in future iss main itna bara loss na ho joh humera account thk wash karwa da humeri struggle humain iss main aik acha aur kamyab trader bana sakti hain jis k waja sy hum iss business main agye bar sakta han or kamyab trader ban sakta hain.

    Leading and Lagging Indicators:

    Kuch indicators aisa hota hai joh price kah trend badlan sy phlye ishara daa data hain.Uper ki example main RSI,Stochastic Leading Indicators Han.MACD lagging indicator han.

    Yeh bat be ahaam han k leading Indicators aksar dhoka bhi bahut deta hain jab k lagging indicators trend tabdeel hona k bad ishara data hain lekin iss main kafi pipes koh jatye hain magar trend munafa bakhsh hona k chances zada ho jatye hain.Dono indicators tahdaad main kafi hota hai or sab keh yeh ahtiyat karna munkin nahi.Google search sy ap dono indicators dakh sakhta hain or inki details or use kah tarika be maloom kar sakte hain



    Hum inn indicators kah acha sy tabhi use kar sakte hain jab tak humera pas inn kah acha sy knowledge nai ho ga humein iss main inn indicators ko sekna chaiye tabhi hum iss main acha sy best result dekh sakte hain.


    Click image for larger version

Name:	Leading-vs.-Lagging-Indicators-Forex-780x408.png
Views:	2
Size:	141.9 کلوبائٹ
ID:	12531632


اب آن لائن

Working...
X