Trading Mein Kis chij Ko Madenazr Rakha jata hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein Kis chij Ko Madenazr Rakha jata hai ?
    Trading Mein Kis chij Ko Madenazr Rakha jata hai ?
    Trading karne se pahle analysis yani Tajzia Kiya Jata Hai. Analysis do Tarah Ki hoti hai
    Fundamental
    Technical
    Fundamental analysis Chand misalo Se Samjheate Hain
    EUR/USD : aap dekhte hain ki America mein berojgari ki Shara zada Hai yah Majmoe paidawar Mein Kami vaka hoe hai yeah Brahmand Mein Kami Vakya Hui Hai to iska matlab hai dollar kamzor Hua Hai. Dollar kamzor Hua to Euro behtar hua La muhala hm euro kharedein ga. Yani EUR/USD kharedein ga. agar berojgari mein Kami Hui ha ya majmoe paidawar mein izafa hua hai ya baramad me izafa hua hai to iska matlab hai dollar majbut Hua Hai. dollar mazbut Hua to Euro kazjor hua. La muhla ham euro baicha ga. Yani EUR/USD bai chien ga dosra lafzo me EUR/USD me Shart hon ga.

    Lot
    Lot Forex Mein trading key value ko Zahir karta hai. 3 Tarik ki lots hoti hai.
    Micro lot Mein Ek pair das sent Ka Hota Hai. Yani trading main aapko fe peip das sent Ka fayda Hota Hai Ya das send ka nuqsan hota ha.
    Mini lot Mein Ek pipe ek dollar Ka Hota Hai. Yani trading main aapko fe pipe ek dollar Ka fayda Hota Hai yah ek dollar Ka nuksan Hota Hai.
    Standard lot Mein ek pipe das dollar ka hota hai. Yani trading main aapko fe pipe das dollar ka fayda hota hai ya das dollar Ka nuksan Hota ha.

    Order trading me teen kisam k orders hota hai.
    1- Market order
    2- Stop order
    3- Limit Order



اب آن لائن

Working...
X