Currency ki Trading hamesha Joron me hoti ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency ki Trading hamesha Joron me hoti ha.
    Currency ki Trading hamesha Joron me hoti ha.
    Forex me bi trading hoti ha aik hi waqt ma aik currency ko khareda jata ha or dosri ko baicha jata ha. Maslan “ USD/EUR. USD/AUD. JPY/USD wagera. Trading broker ka zarya hoti ha. Currency joron ko ya to khareda jata ha ya baicha jata ha. Jo currency taqatwar hoti ha wo kharedi jati ha or kamjor currency baichi jati ha. Kisi currency ki takat ya kamzori ka andaza is mulk ki paidawar afratrz rozgar jasa awamil sa lagaya jata ha.
    Currency joron ko Teen aiksam me Taqseem kiya gaya hai.
    1- Majorz ( Jis me aik currency american dollar ho ) Maslan “USD/EUR, USD/GBP, JPY/USD, CAD/USD, CHF/USD,NZD/USD, AUD/USD.
    2- Cross ( Jis me koe currency bi american dollar na ho ) Maslan “ JPY/NZD ,JPY/CAD, NZD/AUD, JPY/EUR, EUR/GBP Wagera,
    3- Exotic ( in me taraqi pazeer mumalik ki currency hoti hain ) Maslan “HKD/USD, SEK/USD, DKK/USD, USD/NOK, USD/ZAR, USD/SGD , HKD Hongkong dollar. SGD Singapore dollar. ZAR South African round. NOK Norwegian crown. DKK Denmark Crown. SEK Sweden Crown.

    Forex Market size or Lukudeti
    Mumbai Karachi London new york wagera ka stock exchange khass mukam or waqt me lain dein karte hein. Jabka forex electronic banking ka zarya 24 ghanta pier sa jumma tak jari rahti ha. Aeya jaiza laita han ka konsi currency ki trading zyada hoti hai or kon se currency ki trading kam hoti ha.
    Currency Distribution in the FX Market

    Is chart me zahir hota ha ka phala number par american dollar or dosra number par euro or tesra no par yun ki trading hoti ha.

اب آن لائن

Working...
X