Forex Mein Tradin Ke Khasoosiyaat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Mein Tradin Ke Khasoosiyaat
    Forex Trading Ke Khasoosiyaat


    Forex trading ki mukhtalif khasosiyaat ki wajah sey kaafi saary traders baaki markets ke nisbat forex trading ko zaidaa tarjeeeh dety hein. Kucch khasoosiyaat aese share karta hun jinn sy aapko forex trading sy lagao aur bhe zaida ho jaata haiy.



    Volatility


    Traders forex market mein volatility ko zaida terjeeh kartey hein kun’kay market mein volatile honay ke wajha sy kaafi zaidaa profit opportunities paiedaa hoti hain. Aurr ess say long term trader sqy lay kar short term traders aur day-traders taak saary he faida uthaty hain. Agar stock market main volatility nahe hai to price main tabdeeli na aany ke wajha sy profit nahi ho sakta hai. Es k barraks forex trading kafi volatile honay ke wajha say profitable hai.



    Potentials


    Leverage ky honeey ke wajjhaa sey aap apney deposit say kahin zaida apna profit bana saktey hain aur leverage kay istemaal say aap apney profits ko qai gunna mulltiply kia ja saktaa hai. Agar,cha ye dheyaan rakhna chahey kay leverage ka ghalat istemaal aapky deposit amount ko foran loss ma ly jaa sakta hai, lehaza levrage ko aqal mandi se use karna cahey.



    Controllable Risk


    Forex ma trading risky hay aur es main jahan profit hota ha wahan loss bhi ussi tarhaa ho sakthaa hai to risk ko manage karny key liey ap kayy pass different tools hoty hain. Jesa kay aap stop loss order tool ko use kar kay aap aik khas point per apny loss ko control kar sakttay hain. Aur ye tool aapko instaforex provide kar raha ha.



    Experience before Investment


    Forex mein apna sarmaya invest karny sey pehly real investment ke tarha apny kaam ko test kar sakty hain. Aur ye kaam karny ka liey aapko demo account ke facility provide ke jaati hae. Es kay elawa aapko online educational facilities weghra, webinars, books aur videos online bht zaida tadaad main available hain.



    Technology


    Bokers technology ki development ko consttantly monitor kartey hain or waktt k sath sath new facilities continuously traders ko provide ke jaati hein. Jaissa kay aaj kal kay jadeed dor main aapko Trading Robots ke facility hasil hai jis sy automated trading hoti hai. Or binna insaan kay robots trades open aur close karty hein.

اب آن لائن

Working...
X