what is Dark Cover Cloud Candlestick Pattern in forex trading..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is Dark Cover Cloud Candlestick Pattern in forex trading..
    Asslam O Alikum;



    Dear forex senier and junier members, umeed ha k ap sab thek hon ga. Aur forex sa acha gain hasil ker raha hon ga. Aj man apka sath ak bhot important aur forex market man commonly nazar ana wala candlestick pattern k bara man apna knowledge share kerta hon. Umeed ha k sab members ko is pattern sa faida hoga.

    Dark Cover Cloud Candlestick:

    Dark Cover Cloud Candlestick pattern market prices k long term bullish trend ko long term bearish trend man convert ker deta ha. Ager trader right time per is pattern per apni entry le to bhot acha gain hasil ker sakta ha. Dark Cover Cloud Candlestick Pattern different time frame man different length ki trade deta ha. Ager Dark Cover Cloud Candlestick Pattern M30 k time frame man bana to 40 to 70 pips ki trade mil sakti ha, isi terha chota time frame pips kam aur bara te frame man zayada pips le sakta han.

    Dark Cover Cloud Candlestick Pattern two candle sa mil ker banta ha;

    i. Dark Cover Cloud Candlestick Pattern man first candlestick bullish candle hoti ha.

    ii. Dark Cover Cloud Candlestick Pattern man second candle "Gapup" k sath open hoti ha aur closing previous candle ki body k 50% sa nicha closing lazmi deni caheheye, ye is pattern ki pehli confirmation ha. Aur 2nd confirmation tab ho gi jab next candle b bearish man closing de.

    Trading Dark Cover Cloud Candlestick Pattern:

    Strong aur confirm signals k liye Dark Cover Cloud candlestick pattern k sath technical indicator ko b combine kiya jata ha. Jab Dark Cover Cloud candlestick pattern complete ho jae to next candle k opening per trader ko "Sell ki trade" active kerni chaheye. Aur Stoploss ko Day-2 ki candle k high sa 6 pips oper place karen aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.

    Is pattern ko real account per use kerna sa pehla demo account per zaror trader ko use kerna chaheye aur jab demo per acha result ana laga to tum real account per use kia jae.


    Dark Cover Cloud Candlestick Pattern in forex trading...?
    Assalamu Alaikum! Dear forex senier and junier members, umeed ha k ap sab thek hon ga. Aur forex sa acha gain hasil ker raha hon ga. Aj man apka sath ak bhot important aur forex market man commonly nazar ana wala candlestick pattern k bara man apna knowledge share kerta hon. Umeed ha k sab members ko is pattern sa faida hoga.


    Dark Cover Cloud Candlestick:


    Dark Cover Cloud Candlestick pattern market prices k long term bullish trend ko long term bearish trend man convert ker deta ha. Ager trader right time per is pattern per apni entry le to bhot acha gain hasil ker sakta ha. Dark Cover Cloud Candlestick Pattern different time frame man different length ki trade deta ha. Ager Dark Cover Cloud Candlestick Pattern M30 k time frame man bana to 40 to 70 pips ki trade mil sakti ha, isi terha chota time frame pips kam aur bara te frame man zayada pips le sakta han.


    Dark Cover Cloud Candlestick Pattern two candle sa mil ker banta ha;


    i. Dark Cover Cloud Candlestick Pattern man first candlestick bullish candle hoti ha.


    ii. Dark Cover Cloud Candlestick Pattern man second candle "Gapup" k sath open hoti ha aur closing previous candle ki body k 50% sa nicha closing lazmi deni caheheye, ye is pattern ki pehli confirmation ha. Aur 2nd confirmation tab ho gi jab next candle b bearish man closing de.


    Trading Dark Cover Cloud Candlestick Pattern:


    Strong aur confirm signals k liye Dark Cover Cloud candlestick pattern k sath technical indicator ko b combine kiya jata ha. Jab Dark Cover Cloud candlestick pattern complete ho jae to next candle k opening per trader ko "Sell ki trade" active kerni chaheye. Aur Stoploss ko Day-2 ki candle k high sa 6 pips oper place karen aur Take Profit ko next support levels per Tp-1, Tp-2 aur Tp-3 ker k place karen.


    Is pattern ko real account per use kerna sa pehla demo account per zaror trader ko use kerna chaheye aur jab demo per acha result ana laga to tum real account per use kia jae.



    Use of dark cloud candlestick pattern:



    members is pattern ko real account per use karne se pahle demo account per Jarur use karna chahie trader ko Hamesha pahle acche result acchi learning ke sath Hi Kam karna chahie aur practice ke sath Kiya Gaya kam Forex per aapko kamyabi Deta Hai Ek acche result Hasil karne ke liye aapko lazmi Taur per iski learning ki practice demo Kaun per Karni chahie




    members is pattern ko real account per use karne se pahle demo account per Jarur use karna chahie trader ko Hamesha pahle acche result acchi learning ke sath Hi Kam karna chahie aur practice ke sath Kiya Gaya kam Forex per aapko kamyabi Deta Hai Ek acche result Hasil karne ke liye aapko lazmi Taur per iski learning ki practice demo Kaun per Karni chahie


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is Dark Cover Cloud Candlestick Pattern in forex trading..

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Dark Cloud Cover Pattern


    Dark cloud cover price chart par buyers k bohut ziada pressure ki waja se bullish jati hai, to wahan par aksar iss ko reversal honne k imkanat hote hen, jiss main aksar kuch aise pattern hote hen, jo prices ko teezi k sath bearish push karti hen jaise, dark cloud cover pattern karta hai. Dark cloud cover candlestick pattern prices k top par ya bullish trend main banta hai, jo k do candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle close point se gap main open hoti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k top gap main open ho kar ussi k midpoint k nechay close hoti hai. Pattern ki dosri candle prices ko aik to mazeed bullish jane se rokti haia ur dosra ye candle aik bearish hone ki waja se trend reversal ka kaam karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (168).png
Views:	1
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12395252

    Candles Formation


    Dark cloud cover candlestick pattern prices k top par do mukhtalif candles ka aik bearish trend reversal pattern hai, jiss ki pehli candle bullish aur dosri bearish hoti hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	KBlyacMccV.png
Views:	12
Size:	23.9 کلوبائٹ
ID:	12395253

    1. First Candle: dark cloud cover candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo prices k top par ya bullish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik real body wali candle hoti hai. Ye candle white ya green color ki candle hoti hai.

    2. Second Candle: Dark cloud cover Candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle open pehli candle k top par gap main hoti hai, jab k close pehli candle k darmeyan se nechay hoti hai. Bearish candle black ya red color main hoti hai, jo k prices ko mazeed bullish jane se rokti hai.

    Explaination

    Dark cloud cover candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k top par ya bullish trend main banne ki waja se prices ko mazeed upper jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main ulta "Bearish Belt-Hold Line Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle ki real body k upper side par bhi wick ya shadow hota banti hai. Dark cloud cover pattern ki dosri candle aik bari real body wali hoti hai jo k pehli candle ki real body main close hoti hai, lekin iss ko candle ko pehli candle k open point k baad ya nechay close nahi hona chaheye. Dark cloud cover pattern ki dosri candle strong banne ki waja se prices reverse hoti hai, aur bearish trend reversal ka sabab banti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220521_121525.jpg
Views:	1
Size:	67.0 کلوبائٹ
ID:	12395251

    Trading

    Dark cloud cover candlestick pattern trend reversal ka pattern hai, jiss se market main sell ki entry karte hen. Pattern k top par sellers ziada active ho jate hen. Trend reversal pattern par trading trend continuation patterns ki nisbat ziada riski hoti hai, iss waja se pattern par trading se pehle market main aik bearish ya black candle ka hona zarori hai. Jiss ki real body honi chaheye, jiss main open aur close same point par na ho. Agar pattern k baad bullish candle banti hai, to ye pattern invalid ho jayega, jiss par entry nahi karni chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya dosri candle k open point se two pips above select karen.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220521_121537.jpg
Views:	1
Size:	68.3 کلوبائٹ
ID:	12395250
    • #3 Collapse

      Re: what is Dark Cover Cloud Candlestick Pattern in forex trading..

      Dark Cloud Cover Candlestick Pattern


      Introduction:

      Jab bhi bullish trend k last par aik bearish candle aisi ban jaye k wo open to last bullish candle se above gap main hon lekin close bullish candle k real body k midpoint se nechay ho, to aisey pattern ko "Dark cloud cover pattern" kaha jata hai. Dark cloud cover pattern Piercing line pattern ka opposite pattern hai, jo do candles par mushtamil hota hai. Dark Cloud Cover Candlestick Pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo ziada tar high price area ya bullish trend k baad hota hai. Ye pattern qeematon k bullish trend ko 2nd black k bare real body ki madad se khatam karta hai.

      Click image for larger version

Name:	images (325).png
Views:	28
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12395258

      Pattern ki Pehchan ka Rules:
      1. Dark cloud cover pattern ka bullish trend main banne ki waja se aik bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai.
      2. Pattern do (two) candles par mushtamil hai, jis me pehle candle aik bari real body wali white candle hoti hai.
      3. Pattern ki 2nd black candle 1st white candle se above thore se gap me open hoti hen, lekin baad me qeematon pe selling pressure ki waja se candle downward a kar white me dakhil ho kar close ho jati hai.
      4. Pattern me 2nd black candle white candle k real body k midpoint me ya us se thora sa nechay close hoti hai.


      Click image for larger version

Name:	images (324).png
Views:	71
Size:	3.1 کلوبائٹ
ID:	12395259

      Pattern ki Tafseel:

      Dark cloud cover pattern do mukhalif colour (black and white) ki candles par mushtamil hota hai, jis me 1st candle aik white real body wali bari candle banti, jo k qeematon k upward side pe teezi dekhati hai. Dosra 2nd black candle ki open position white candle se uper gap me hota hai, jo qeematon pe khareedaron k dabao ko dekhati hai. Lekin market main bullish trend ya buyers ka ye dabao uss waqat khatam ho jata hai, jab aik bearish candle white candle k top par gap main open ho kar white candle k real body se thora sa nechay close hoti hai. Black candle ki aik bari real body market me qeematon pe bullish pressure ko khatam karne k sath sath bearish trend reversal ka bhi kaam karti hai.

      Click image for larger version

Name:	images (215).jpeg
Views:	41
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12395260

      Trading on Pattern

      Dark cloud cover pattern sellers k leye market main strong bearish signal deti hai, jiss se wo market main sell ki entry kar sakte hen.. Ye pattern agar market k centre me ban jata hai to is ka asar kam hota hai, lekin pattern ki ahmeyat us waqat ziada hoti hai, jab bhi ye pattern high price area ya bullish trend k baad banta hai.
      Dark cloud cover pattern me 2nd black candle ki real body aur position bohut ziada aham hai. Is pattern me candles ki wick ki koi ahmeyat nahi hai, lekin ye wick candle ki real body se kam hona chaheye ya candle ki real body k hise ko cover na karen. Dark cloud cover pattern me 3rd confirmation candle ka intezar zarori hai, agar wo candle 1st candle aur 2nd candle k baad close hoti hai, to ye bearish trend ko confirm karne k leye kafi hai. 3rd candle k bullish ya doji candle banne se pattern ka asar invalid ya zaya jata hai, jiss se market main mazeed iss pattern ki koi value nahi rehti. Pattern k leyw stop loss sab se top position jahan se bearish candle open hoti hai, se aik ya do pips abaove laga den.

      Click image for larger version

Name:	images (323).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12395257
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: what is Dark Cover Cloud Candlestick Pattern in forex trading..

        Dark Cloud Cover Pattern Kia Hai?

        Dark cloud cover pattern aik bearish trend reversal candlestick pattern hai jahan bearish candle ( aam tor par black ya red) parai bullish candle ( aam tor par white ya green) ke oopar khulti hai aur phir oopar candle ke wast point ke neechay band hojati hai. patteren ahem hai kyunkay yeh raftaar mein ulta se neechay ki taraf tabdeeli ko zahir karta hai. patteren oopar ki mom batii se banaya gaya hai jis ke baad neechay candle hai. tajir agli ( teesri ) mom batii par qeemat kam karne ke liye dekhte hain. usay tasdeeq kehte hain. dark cloud cover aik candle stuck patteren hai jo qeemat mein izafay ke baad kami ki taraf momentum mein tabdeeli ko zahir karta hai. patteren aik bearish candle par mushtamil hai jo oopar khulti hai lekin phir parai blush candle ke wast point ke neechay band hojati hai. Ye dono candles nisbatan barri honi chahiye, jo taajiron aur sarmaya karon ki bharpoor shirkat ko zahir karti hain. jab patteren choti mom btyon ke sath hota hai to yeh aam tor par kam ahem hota hai. tajir aam tor par dekhte hain ke kya bearish candle ke baad candle bhi girty hui qeematon ko zahir karti hai. bearish candle ke baad qeemat mein mazeed kami ko tasdeeq kehte hen.

        Click image for larger version

Name:	images (326).png
Views:	8
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12395265

        Dark Cloud Cover Pattern Kaam Kese Karta Hai?


        Dark cloud cover patteren mein aik barri black candle shaamil hoti hai jo pehlay wali white par" dark cloud " banati hai. Bearish engulfing patteren ki terhan, khredar khulay mein qeemat ko ouncha dhakel dete hain, lekin baichnay walay baad mein session mein qabza kar letay hain aur qeemat ko taizi se kam kar dete hain. khareed se farokht ki taraf yeh tabdeeli is baat ki taraf ishara karti hai ke qeematon mein kami anay wali ho sakti hai. ziyada tar traders dark cloud cover patteren ko sirf is soorat mein mufeed samajte hain jab yeh oopar ke rujhan ya qeemat mein majmoi tor par izafay ke baad hota hai. jaisay jaisay qeematein barhti hain, patteren manfi pehlu ke mumkina iqdaam ko nishaan zad karne ke liye ziyada ahem ho jata hai. agar qeemat ka amal kata sun-hwa hai to patteren kam ahem hai kyunkay patteren ke baad qeemat ke katay rehne ka imkaan hai. dark cloud cover patteren ko mazeed safaid aur siyah mom btyon ki taraf se khasusiyat di jati hai jin ke asli jism lambay hotay hain aur nisbatan mukhtasir ya ghair mojood saaye hotay hain. Yeh awsaf batatay hain ke nichli harkat qeemat ki harkat ke lehaaz se intehai faisla kin aur ahem thi. traders patteren ke baad bearish candle ki soorat mein tasdeeq bhi talaash kar satke hain. dark cloud cover ke baad qeemat mein kami ki tawaqqa hai, lehaza agar aisa nahi hota hai to patteren nakaam ho sakta hai.

        Click image for larger version

Name:	images (216).jpeg
Views:	22
Size:	23.8 کلوبائٹ
ID:	12395264

        Dark Cloud Cover Pattern Ka Istemal Kese Kia Jata Hai?


        Dark cloud cover pattern par trading karte waqat traders technical analysis k dowran deegar aqsaam ke sath mil kar dark cloud cover patteren ka istemaal kar satke hain. Misaal ke tor par, tajir 70 se ziyada rishta daar taaqat ka index ( RSI ) talaash kar satke hain, jo is baat ki tasdeeq faraham karta hai ke security ziyada kharidi gayi hai. aik tajir dark cloud cover patteren ke baad kaleedi support level se kharabi ki talaash bhi kar sakta hai is signal ke tor par ke neechay ka rujhan anay wala hai. bearish candle ke band ko lambi pozishnon se bahar niklny ke liye istemaal kya ja sakta hai. mutabadil tor par, agar qeemat musalsal girty rehti hai to tajir aglay din bahar nikal satke hain ( patteren ki tasdeeq ho gayi ). agar bearish candle ke band honay par ya agli muddat mein short daakhil hota hai to, bearish candle ki oonchai ke oopar aik stap nuqsaan rakha ja sakta hai. Dark cloud cover patteren ke liye munafe ka koi hadaf nahi hai. Trader dark cloud cover par mabni sell ki trading se kab bahar niklana hai is ka taayun karne ke liye deegar tareeqon ya candlestick patteren ka istemaal karte hen.

        Click image for larger version

Name:	images (217).jpeg
Views:	12
Size:	22.2 کلوبائٹ
ID:	12395263

        اب آن لائن

        Working...
        X