jab na ziyada sells hoti hain na ziyada buy hoti hain na selling pressure hota hy our nahi buying pressure hota hy tu market neutral ho jatai hy woh na ziyada high ki taraf jati ha our na ziyada low ki taraf bas aik hi dairy mein move karti hy ye market ka neutral hona is baat ki dastak hy ky market mein agy kuch bara hony wala hy neutral market agy future mein kuch bhi kar sakti hy tu kabhi bhi neutral market mein trade nahi karni chahiye apki trade phans sakti hy