Bullish And Bearish Convergence Divergence..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish And Bearish Convergence Divergence..
    Introduction:

    Assalamu Alaikum ummid hai aap sab theek Honge aur forex market ko acche se enjoy kar rahe Honge aaj main aapke sath Apna knowledge aur experience share karne Ja Rahe Ho Jo Ek bahut hi important topic hai jo hai bullish and barrish convergence divergence ke bare mein hai agar Ham Chahte Hain Ki Forex trading mein successful ho sake to uske liye Hamen bahut mehnat Karni Hogi Taki Hamen Achcha profit Lo sake main chahiye care trading karne se pahle isko acchi Tarah Se study kar lena chahie tab bhi Ham ismein Kamyab ho sakte hain..


    What Is Divergence Pattern:

    Divergence pattern Jaise ke naam se Zahir ho raha hai kya yah pattern opposite directions ke Taraf Ishara karta hai agar market ke price indicator momentum ke opposite ya mukhaliff ja rahe hain To isko didivergence Kahate Hain divergence k do kissmain hain..


    1: Bullish Divergence:

    Bullish divergence k characteristics ek Jaise Hote Hain Jaisa ke Barish divergence kya hote hain bus Fark sirf Itna Hota Hai k ye us k mukhaliff simmat main Hote Hain Jab price lower bottom banaa Raha Hota Hai Jab Ke indicator higher bottom banaa Raha Hota Hai to usse bullish divergence Kahate Hain Jab bullish divergence pattern banata hai to market ki price hone ke aqwi imkanat hoty hain..


    2: Bearish Divergence:

    Jab price chart per higher top banati hai to ise Barish divergence Kahate Hain Jab indicator use time aapko lower tops de raha Hota Hai Barish divergence ke bad market ek repid down movement karti hai aur Joy market beshak bullish trend mein ho Barish divergence down signal Hota Hai aap Agar Barish divergence ke liye signal indicator ki help Lena Chahte Hain MacD use kar sakte hain..


    Divergence Indicators:

    Bullish or bearish divergence k ko sahi use karne ke liye best indicator MACD hai Kisko istemal Karke Jab aapko crossover Milta Hai to aap vahan se signal Le sakte hain moving average convergence divergence 1 lagging indicator hai aur lagging indicator aapko crossover ka signal deta hai Iske साथ-साथ aapko yah indicator overbought aur over sold ka signal bhi deta hai Jaisa ki aap niche Di Gai picture Mein dekh sakte hain..





    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20220517-135909.png
Views:	1
Size:	73.8 کلوبائٹ
ID:	12530945

اب آن لائن

Working...
X