Forex mein trading karna easy nahin hai, trading ko understand karna important hai, os ka liay kuch patterns ko jesa keh turn down pattern hai, es ko detail sa show kar rahi hon:1: Yeh aik bearish reversal Candlestick pattern hai.
2: Prior to pattern , es mein uptrend hota hai.
3: Es ka opposite pattern , turn up pattern hota hai.
Es pattern ki construction ko understand karna bhi important hai.
Construction:
1)Pehli candle:
Es mein , first candle koi bhi candle ho sakti hai, siway four price doji candlestick ka.
Is candle ki body trend line ka oper hoti hai.
2)Dosri candle:
Black body ki candle hoti hai.
Yeh aik aisi candle hoti hai, jiski body trendline ka below hoti hai.
Es ko ail picture sa understand kartay hain:
Ummeed hai es picture sa apko achay sa understanding hui hogi.
Explanation:
Yeh aik bearish reversal pattern hota hai, bodies ka size matter nahin karta, market ka context jis men pattern appear ho critical hota hai. Turn down pattern , following candles mein confirmation chahta hai, nearest support level ki confirmation mein. Pehli aur dosri candle ka mid mein price gap appear hota hai. pattern ko reliability higher hoti hai. Yeh strong support zone mein appear nahin hota.
Examples:
Pattern ki reliability decrease ho jati hai, jab market above trend line jati hai.
Es ko picture sa understand kartay hain:
Es picture mein turn down appear hota hai, aur long white candle sa stronger support area form ho raha hai. Support area ko price decline se slow down Kiya gaya hai. Phir long black candle appear hoti hai, yeh high volume per develop hota hai. Support area break ho jata hai, aur bears form hotay hain.
Example:
Es mein closing white ka bad market, clear down trend mein hoti hai, black candles resistance zone form karti hain. First occurs mein turn up pattern ko stop kiya gya hai, aur close white marubozu form hota hai, jo local support area form karta hai.
Resistance area mein second turn up bhi form hota hai, yeh basic candles sa stop hota hai, aik short white candle aur aik white candle.
Apko agar kaheen understanding mein masla ho , ap pooch saktay hain.