Assalamualaikum Agar Ham market trend ko identify Kar lain to hamen trade ke liye planning mein bahut helpful ho sakta ha. Ik professional trader market ko analyse karne ke bad pori planning k saat kaam krta ha to wo kamyab hota ha. Aaj main aapko trend sa related kuch important information share krna chata hun.
Introduction of Trend:
Dear member trend ko samj k trade open karn ap ko loss nai ho ga. Jab market slightly upwards or downwards movement carry on krti hai or retracement levels ko respect krty huye apni original movement ko jari rakhti hai, tu us situation ko aap market trend ka name da sakhty hain. Ap ki choti si mistake se aapka account wash ho sakta ha.
Importance of Trend:
Trend ki boht ziyada importance ha. jab aap trend kay mutabiq trade open krty hain, tu eisi situation main aapko hamesha bahut zyda faida hasil ho sakhta hai. Trend main trade krny sa aapko stop loss hit hony kay chances minimum ho jaty hain. Is kay sath sath aap market acha profit bhi hasil kar sakhty hain. Main ap ko yahi suggest karunga k market mai trend ko follow karte howe trade krn
How to identify:
Dear members different techniques se market main trend ki identification kr sakte hain. Market ko analysis kar kay aap trend ki identification kar sakhty hain. Dear members ap se simple Techniques aap sa share krny ja raha hun, jis ki help sa aap trend ko identify kar sakhty hain. Jo trading mai boht helpful ho sakti ha.
what is Uptrend Identification:
Dear member agr ap chart ko dakhin to ap is ko identify kr sakte hain. Jab market upwards movement complete kar rahi hoti hai, tu is movement main kuch lows point bhi hoty hain, jab market apni retracement krty huye apny previous low ko break nahin kar sakhti, tu us time tak market main uptrend valid rahy ga. Is time pr bahut soch samj k trade open krn.
what is Downtrend Identification:
Dear members jab market Downwards movement krty huye market hamesha minor see retracement zaroor krti hai, eisi situation main agar market apny previous high point ko break kr nahin sakhti tu downtrend valid rahy ga. Agr ap chart ko dekhen to aap easily identify kar sakte hain.