Important Parts of Candlestick and it's recognition.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Parts of Candlestick and it's recognition.
    Dear members Forex trading mein jab aap kisi bhi time frame main kisi candlestick ko study krty Hain, isk following main points hoty Hain, jinki basis per ap candlestick ko understand kar sakhty Hain. Agar technical analysis ko complete karna chahte Hain, tu aapko hamesha different important candlestick ko carefully recognize krna zarori hota hai. Aj mai ap se boht important information share krna chati hon.



    Opening Value:


    Dear member Market main kisi candlestick ko study krty Hain, us main aapko aik opening point available hota hai. Opening point per kei bhi candlesticks ki opening value ko ap easily find out kar sakhty Hain. Is point ko kisi bhi candlestick main identify karna bahut easy hota hai. Ap is ko easily identify kr sakte hain.



    Closing Value:


    Dear member Closing value ki proper identification bahut important hoti hai. Jab ap candlestick ki different value ko clearly identify karty Hain, tu enki basis per ap apni decision making process complete karty Hain. Jab kei bhi candlesticks close hoti hai, us point per uski closing value ko easily identify kar sakhty Hain.



    Highest Point:


    Jab kisi Time frames main aap highest value ko touch Kar ka wapis ah jati hai, eisi situation main us bearish / bullish candlestick main upward side main ap wick ko focus kr sakhty Hain. Is wick / shadow ki length candlestick ki opening / close value or higher point Kay difference per depend kar rahi hoti hai.



    Lowwer point:


    Dear member Jab aik candlestick open hony Kay bad downwards movement karti hai, or wick ko complete karti hai, us point ko ap us candlestick ka lowwer point khety Hain. Is point ki basis per ap lowwer low point ki identification kar sakhty Hain.



    Explanation:


    Ab main ap ko chart ki madad se explain Karti hoon. Agar aap Forex trading mein different important analysis ko perfect banana chahte Hain, to ismein aapko hamesha careful hokar candlestick ko completely study karna hota hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG-20220419-WA0000.jpg
Views:	2
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12527828

اب آن لائن

Working...
X