Zero spread account and Swap free account ki detail...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zero spread account and Swap free account ki detail...
    Forex trading ke liye hamen bahut se brokers mil jaate Hain aur ham Kisi bhi broker ke related apna account banaa sakte hain aur trading kar sakte hain aur iske alava trading ke liye hamen bahut se different types ke accounts provide kiye jaate Hain Jin per ham trading kar sakte hain hamen chahie ki ham ek acche broker ko select Karen Jo hamen acchi facilities provide kar raha hun jo broker hamen acchi facilities provide nahin karta hai hamen use broker ko select nahin karna chahie hamen always hi and broker ko select karna chahie kyunki Jab ham ek acche broker ko select karenge to ham tabhi facility se fayda utha sakenge agar hamara broker achcha Nahin hoga to fir hamen vah facilities Nahin milegi.

    Zero spread account:

    Bahut se aise ecn brokers Hain Jo hamen zero spread account provide karte hain aur agar ham use account ki selection karte Hain to hamara spread charge Nahin hota hai aur ham aasani ke sath credit kar sakte hain aur hamari Kisi bhi trade per spread charge Nahin hota ya bahut hi kam spread charge hota Hai.
    Bahut se broker ki spread free account ke liye deposite ki limitation hoti hai bahut se broker 200 ya 500 dollars ke account per zero spread charge karte hain aur aise account hamare liye bahut hi beneficial aur useful hote hain kyunki aise account per hamara spread charge Nahin hota hai aur ham bahut hi aasani ke sath jitni chahe trading kar sakte hain. Hamen koshish Karni chahie ki ham market mein zero spread account ko select Karen kyunki zero spread account hamare liye bahut hi beneficial hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-07T083325.861.jpeg
Views:	1
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12527776


    Swap account Kay charges :

    Agar hamara account swap free Nahin hota Hai to hamen iske charges per Karne padte hain aur agar ham koi bhi trade open karte hain aur use trade ka ek din se jyada time per open rahti hai to Uske hamare charges charge kiye jaate Hain aur vah hamen pay Karne padte hain aur jitne din hamari trade open rahti hai utane din hamen is web lagta rahata hai isliye hamen chahie ki ham subah free account ko banaya Karen kyunki agar ham charges per karenge agar ham apni trade ko long term ke liye open karte Hain to isase hamara kafi jyada nuksan ho jata hai aur jab hamara account web free hoga to fir hamen yah charges Nahin Dene padenge.

    Benefits of swap free account

    Market mein trading karne ke liye hamen koshish Karni chahie ki ham jo bhi account banaen vah hamara Swad free account Hona chahie kyunki Jab hamare account per swayat charge Nahin Hoga to ham Apne account per long term trading bhi kar sakte hain adervise hamen bahut bade charges per Karne padte hain.
    Jab ham apna account create karte Hain to hamen aise broker ko chuj karna chahie Jo hamen yah facility provide Karen bahut se broker hamen yah facility provide karte Hain ki ham market mein swap free account banaa saken.

    Swap free account by instaforex:

    Jo trader market mein instaforex broker ke sath kam kar rahe hain UN logon ko pata Hoga ki market mein instaforex broker swap free account provide kar raha hai aur UN per Kisi bhi kism ka koi swap charge Nahin hota hai aur vah apne account per long term trading ko open kar sakte hain aur agar unki trade Van manth tak bhi open rahti hai to tab bhi UN per koi spread charge Nahin hota hai aur na hi UN per koi snap charge hota Hai. Isliye hamen koshish Karni chahie ki ham instaforex ke sath kam Karen kyunki yahan se hamen kafi benefits mil jaate Hain aur yah ek international level ka broker hai.

    Click image for larger version

Name:	instaforex-presentation-en-3-320.jpg
Views:	1
Size:	14.6 کلوبائٹ
ID:	12527775

اب آن لائن

Working...
X