Important information for Dynamic momentum index indicator...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important information for Dynamic momentum index indicator...
    Metatrader 4 men bahut se oscillator indicator mil jaate Hain jo ki hamen market ke related bahut hi acchi information provide karte Hain aur hamen market ke levels ko dekhne mein kafi aasan ho jaati Hai kyunki indicator hamen market ke over bought and over sold level ko aasani ke sath bata dete Hain jiski vajah se hamari trading aasan ho jaati Hai.
    Hamen ine level ko dekhne ke liye market mein oscillator indicators ko istemal karna padta hai kyunki inki waja se gamen market men kafi madad mill jati hai.aaj ham dynamic momentum indicator k bare men discussion kren ge.

    Dynamic Momentum Index:

    Dynamic momentum index indicator bhi ek oscillator indicator hai aur yah bhi relative strength index indicator ki Tarah kam karta hai aur yah indicator bhi hamen market mein kafi acchi help Deta Hai kyunki is indicator ki vajah se bhi ham market mein overbrut and over sold levels ko bahut hi aasani ke sath analyse kar sakte hain aur apni trades ko bahut hi acche tarike se manage kar sakte hain kyunki is indicator mein bhi hamen bahut hi acchi entry mil jaati Hai.
    Dynamic momentum index indicator ko dekhte hue ham aur sath mein Jab ham price chart ko dekhte hain to hamare analysis aasan ho jaate Hain kyunki dynamic momentum index ki values ko dekhte hue market mein trading karna kafi aasan ho jata hai.

    Uses of Dynamic momentum index:

    Dynamic momentum index indicator cases bahut hi aasan hote hain aur ham aasani ke sath is indicator ko istemal kar sakte hain is indicator ki reading bhi hamen zero se lekar hundred tak mil jaati Hai aur yah indicator bhi ek oscillator indicator hota Hai jiski ham over sold and overboard position ko dekhte hue market ke analysis karte Hain.
    Dynamic momentum index indicator mein Jab price ki value 70 se above cross Kar jaati Hai to market ho jaati Hai aur ISI tarika se job price ki value 30 lo ho jaati Hai to tab market over sold ho jaati Hai aur tab ham market ke rivers hone ke vate karte hain kyunki Jab market ine level se upar ya niche chali jaati Hai to tab market ke parivar se hone ke chances hote hain jiski vajah se ham market mein new entry le sakte hain.
    Dynamic momentum index indicator ke sath Jab technical analysis kiye jaate Hain to fir hamen market ki bahut hi acchi confirmation mil jaati Hai jiski vajah se entry Lena hamare liye successful ho sakta hai aur Is Tarah se ham ise indicator ko istemal karte hue market mein bahut acchi trading kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (92).png
Views:	3
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12527670


    Difference between relative strength index and dynamic momentum index:

    Relative strength index or dynamic momentum index dekhne mein same hi najar aate Hain lekin inmein kafi difference hota hai kyunki relative strength index hamen only 14 period ki value batata hai aur ismein ham market ke levels ko Is Tarah se analyse kar sakte hain lekin dynamic momentum index mein different periods ki value ko Dekha ja sakta hai aur Market ko analyse Kiya ja sakta hai.
    Yah donon indicator hi hamare liye bahut behtar hote hain kyunki yah donon simple indicator hote hain aur inko samajhna hamare liye kafi aasan hota Hai aur ham market mein koi bhi position lete hue ine indicator ko aasani se samajh sakte hain aur apni trading ko behtar banaa sakte hain.

    Benefits of dynamic momentum index indicator:

    Dynamic momentum index indicator ke hamari trading mein bahut se benefits hote hain kyunki yah indicator hamen market ke levels ko analyse karne mein kafi help karta hai Jab ham market ki over sold position ko dekhte hain to use time ham market ka vate karte hain aur Jaise hi market reversal position mein aati Hai to ham market mein new order le lete hain aur Market mein aasani ke sath Buying position le sakte hain.
    Aur ISI Tarah se Jab market over board position mein a jaati hai aur ham dekhte hain ki market kafi upar ja chuki hai aur use level ko cross kar chuki hai to tab ham market ka vate karte hain aur jab market seling position mein aati Hai to ham market mein new entry lekar achcha profit banaa sakte hain Is Tarah se indicator hamari trading mein hamen kafi help deta hai aur is indicator se hamen bahut hi acche benefits mil jaate Hain is indicator ko samajhna mushkil Nahin hota hai kyunki yah kafi simple indicator hota hai aur iski vajah se hamen aasani ke sath success mil sakti hai.

اب آن لائن

Working...
X