De Marker Indicator Ke Malomat Aur Is Ka Istamal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    De Marker Indicator Ke Malomat Aur Is Ka Istamal
    Assalam Alaikum

    dosto jab bhe tazkara aata hay trading ka to aik bat joke lazim qarar pate hay woh yah ke tradin se munafa kaise hasil kiya jay to dosto yah bat to sab he ache tarah se jante hain ke baghair olanning or baghair kise strategy ke trading se munafa mumkin nahe bass is he bat ko malhoze khatar rakhte hoe aaj ke is topic main hum jis indicator ke bare main discus karainge us ko forex main hum de maker indicator ke nam se jante hain jo ayye dosto de maker indicator ke bare main tafsel ke sath janne ke koshish karte hain

    De Maker Indicator Akhir Hay Kya

    Dear De marker aik technical analysis tool ke toor par istamal hone wala aik indicator hay or ye ksi trading pair ki recent minimum or maximum prices ko measure kr k previous minimu or maximum prices k sth compare karta ha or uski demand k bary main indication deta ha.or es k trend ka bhi alarming indicator samjha jata hay jis ke istamal se trader aik profational trader ke hasiyat main market main kam karta hay oscillator indicators ki family ka hi member ha ye indicators traders ko market main entry or exit point ko mark karny main bhi help karta ha aur trading ko assan or munatfa bakhsh banata hay
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	3
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12527489

    Best Performence Of De Maker Indicator

    Agr es indicator ko short time main estmal kia jy to ye intraday ki highs or lows ko use kr k signal bhi provide karta ha Laikin longer time frame main ye indicator zada effective hota ha Demarker ko leading indicator kaha jata ha q k ye price action ki movement k sth hi signal provide karta ha es indicator ko aksr dosry indicators k sth mila k istmal kia jata ha or es ko market ki tops or bottoms ko find karny k lye istmal kia jata ha ta k market k oversold or overbought areas ka pata chal sake


    De Maker Ke Sath Tradeing

    Dear members demarker aik fluctuating curve py mushtamil hota ha.Eska ka default calculation time span 14 periods hota ha laikin ap esko apni marzi se change bhi kar skty hain or jitny ap periods km karty jaen gy ye indicaotr zada responsive or effective hota jayga ye indicator 0 or 1 values k darmyan move karta ha or eski base value 0.5 hoti ha. es ki value agr 0.70 ya es se opr ho to ye price reversal ki indication krta ha or esko sell ka signal smjha jata ha or agr eski value 0.30 ya es se km ho to ye show krta ha k market oversold ha or ye buy ka signal hota ha jis par barwaqat intre se aap acha profit earn kar sakte hain
    Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12527490
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X