Dear Forex Members
Bhout sy trader jab learning or practice karty hain tu bhout sari cheezain beech mai skip kar daity hain jis ka result ye hota hai trader blame Forex ko karty hain kay inta acha study karnay kay bawajood be loss howa hai.
Loss ki basic waja trader ki kam ilmi be hai jo kay bhout sary trader ager analysis kar laity hain tu woh fundamental analysis karain gy tu technical nahi karain gy or es tarha bhout sary trader sath main money management nahi karty hain jis waja sy stop loss ko pounchny sy pehlay he account wash ho jata hai
Bhout sary trader apni trades ko aik time mai open tu karty hain lekin yeh nahi pata hota aik time ma kitni trades open honi cheye or kiya sub trades jo open ki hai woh judgement pay hai ya phir practically work kar kay phir open ki hai
Shukriya.