forex robot ku buy kia jata he
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    bilkul forex rebot buy kyaa jaaa sakta hai! forex rebot aapky account main entries lagaat hai aur wo khd hi management karta hai, lakin rebot ki jaaaga aap khud entriy lagein to ziyada behtra hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      friends we buy the forex robot for the trading auto ,if we do not have the time or we do not have the good knowledge then the robot system can give us the good advantage to us ,that is why we buy the robot
      • #48 Collapse

        Forex me robot to bahot he hoty ha jis par bi ap is me trading karty ha liken me ne kud use nahe kiya ha to me ye kaho ga k forex me ap kud he is sy achy hota ha k ap demo account par trading kary our forex k lye achy our best experience hasil kary our me ne robot ko use bi nahe kiya ha.
        • #49 Collapse

          brother forex rebot is leya buy kiya jaty ha kue ka hum is sa treading kerwaty ha or rebot mary kayal ma theak kam naie kerty kue ka ya loss he daty ha choie rebot be profit theak naie daty daty ha to per loss be kerwa daty ha
          • #50 Collapse

            bhai jan dunia main har tarah k log hain kuch mehnat krty hain kuch nahi krty kuch tu chahty hain humein kuch na krna pardy profit ata rahy aisa log start se he auto trading robot use krna start kr daity hain wo khud se mehnat nahi ktry forex ko seekhny main k ye tu buhat difficult kaam hai hum nahi kr sakty iss liye auto trading robot he theak hain halan k auto trading robot theak nahi hain ye loss he krvaty hain iss k bawajood bhi log in ko use krty hain
             
            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
            • #51 Collapse

              Rebot ap ko profit datay hain ap en sa easy profit earn kar saktay hain aur en ko sell bi log kartay hain aur ya loss bi datay hain es leay en main careful rehnay ki zarorat hoti ha.
              • #52 Collapse

                dosto forex robot isi lye log buy karte hain ke jin ke pas trading ka time nahi ho and woh is ko learn nahi kar sakty hon ya jin ko yeh business samajh nahi ata ho un ke lye hota hai robot and un ko is se kamana parta hai,,,,,
                • #53 Collapse

                  dosto robot sy trading kanay ki misal esy hi hy jesy besakhi k sahary per chalna besakh besakhi ka sahara langry k liye zindagi sy kam nai hy lekin ye tangon ki jaga kabhi ni ly sakta esi tarha robot wo log use karty hein jin ka apna knowledge nai hota aur jo khud trade karty hein wo best hein un ka loss kum hota hy
                  • #54 Collapse

                    kuch robos free hoty hain or kuch robos khreedy jaty hian. main ny kuch try kiy hian but yaar mujhy to kuch khas nai lgy kiun k aik line py vo trades lgty jaty hain or close krty jaty hian but jab trend revers hota hy to vahan lagai gai trade sari ki sari profit khty kr jati hy
                    • #55 Collapse

                      dear brother forex robot ko log is liye buy karte hain k is say wo apna liye money earn kar sakee or uis say un ko faida ho ya loss un ko is ko buy karne se apna faida hota hai is liye wo buy karte hain robot
                      • #56 Collapse

                        bro mai manta hoon k manual trading , robot trading se behtar hai. but robot trading sirf loss he nhi deti . mai khud robot use krta hoon. or sath mai manual trading bhi krta hoon. or acha earn kr rha hoon. so mai ap ki bat se agree nhi krta q k robot sirf loss he nhi krta blkey profit bhi deta hai. lekin sab se pehely robot ko samajhna perta hai. takreeban 3 months demo account per chala kr
                        • #57 Collapse

                          g hain bahi forex robot trading karny kay liya buy kia hata hay ya bhoot acha hay agar hum is ko buy main laga kar trading karay to is say hum acha profit earn kar sakty hain.
                          • #58 Collapse

                            bro jo traders khud ko es qabil ni samajty k wo achi trading kar skty ha or wo forex trading ka experience ni rakhty wo softwer buy kar lyty ha trading k lia or jo traders hard work karty ha or es mi experience rakhty ha wo khud he decision ly k achi trade karty ha or profit earn kar k enjoy karty ha.
                            • #59 Collapse

                              hum khud order laga kar is se ziada profit easily gain kar sakty hain. Or jo robots bilkul theek hoty hain wo bohat costly hoty hain jo normal trader ki purchasing power se bahir hai.her chez jo ap buy karte he us k profit aur loss b to hy jab trader robot ko buy kart hy to jab wo trade ma use kart hy us ko faida b hota hy aur loss b hota hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                hmmm i dont know mne pheli bar robot k baare me suna hai or ap logon k rivews dekh kr ye andaza hoa k shayad in robots ko auto trading k lye buy kia jata hai to mere bhaiyon forex un logon ki jagah hai hi nh jo kaam choor hain jo khud kaam krne k bajae robots use kren ye hard workers k lye hai jo hard work krega he will b success

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X