Relative strength index indicator aur divergence per kaise trading ki jay....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Relative strength index indicator aur divergence per kaise trading ki jay....
    Market ke divergence mein hamen market ki reversal trade mil jaati Hai jiski vajah se hamen market se achcha khasa munafa kamane ka chance mil jata Hai isliye hamen chahie ki ham market ki divergence ko acche tarike se analyse Karen aur hamen pata Hona chahie ki market mein job divergence ban jaaye to ham market mein entry le saken kyunki dialers hamare liye bahut hi ahmiyat rakhta hai aur agar ham divergence ko Sahi tarike se analyse kar lete hain to hamen munafa kamane ke chance bhi badh jaate Hain Jo expert log hote hain vah Kisi bhi Trend ke long term chalne ke bad Jab Tiger gas banta hai to usse bahut hi acchi kar lete hain isliye hamen bhi koshish Karni chahie ki ham divergence ko analyse Karen aur isase achcha munafa kamane ki koshish karen agar ham divergence ko analyse karne ke liye relative set indicator ko istemal karte Hain to isase ham acche tarike se divergence ko analyse kar sakte hain.

    Relative strength index divergence:

    Relative strength index indicator ki madad se Jab ham divergence ko indicate karte Hain to is tarike se hamen bahut hi aasani ke sath divergence ke analysis ho jaate Hain aur ham bahut acche tarike se maarpeet mein divergence trading kar sakte hain isliye hamen chahie ki ham relative se train index indicator ko jarur analyse Kiya Karen kyunki yah hamen kafi acchi help karta Hai kyunki Jab market mein driver jazz ban jaati Hai to tab ham bahut hi acchi tarike se market se profit utha sakte hain relative se train se index indicator aur Market ke munh mein Jab opposite ho jaati Hai to use time per market mein divergence banti hai aur use time ham market mein bahut hi acchi entry le sakte hain.

    Bulish divergence:

    Click image for larger version

Name:	images (82).png
Views:	2
Size:	30.0 کلوبائٹ
ID:	12526863


    Market mein bullish divergence pay bhi ham trade kar sakte hain is per trading ke liye hamen market ke analysis kuchh Is Tarah se karni padte hain ki Jab maarpeet continuely down trend mein long term mein ja chuki hoti hai aur Market ke trend changing ka time hota hai aur Market ki movement complete ho jaati Hai to use time per Jab maarpeet down train mein ja rahi hoti hai to use time relative index ki reading agar ham karte Hain to vah upar aana shuru kar deti hai tab hamen market Ka pata chalta Hai ki aap market mein bullish divergence start ho gaya hai aur tab ham market mein bye trade ki entry le sakte hain aur Is Tarah se ham apni trading ko successful banaa sakte hain

    Bearish divergence:

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-04-27T180025.774.jpeg
Views:	5
Size:	53.3 کلوبائٹ
ID:	12526864


    Bearish divergence Kuch Is Tarah se banta Hai ki Jab market ki moment up trend mein ja rahi Hoti Hai to tab market mein yah divergence banta hai kyunki Jab market ki movement ab trend mein complete ho jaati Hai aur market Jab Kisi resistance level per pahunch jaati Hai to tab market mein bullish divergence banta hai kyunki market jaam Apne movement complete kar leti Hai to use time ham relative strength index ki reading dekhte hain agar market upar ki taraf ja rahi hai aur relative se train index ki reading niche ki taraf a rahi ho to tab hamen maarpeet Ka pata chalta Hai ki market mein ab start ho chuka hai aur use time hamen market mein entry leni hoti hai.

    Conclusion:

    Divergence betrating hamare liye bahut hi profitable hai isliye hamen chahie ki ham isko jarur analyse Karen aur relative strength index indicator ke bare mein bhi knowledge hasil Karen kyunki Jab ham Uske bare mein knowledge hasil karenge aur use candlestick chart per apply karenge to tab hi ham Uske bare mein knowledge hasil kar lete hain hamari बार-बार ki practis hi hamen fayda deti Hai jitni hamari practis hoti hai utani hi ham successful hote hain agar hamari practis acchi Nahin Hoti to fir successful bhi nahin ho sakte hain isliye iski practis karna bahut jaruri hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Relative strength index indicator aur divergence per kaise trading ki jay....

    RSI Divergence


    Forex k successful traders k mutabiq RSI divergence technical strategies me sab se kamyab strategy hai. Is ki waja ye hai k ye strategy na sirf chart par maojood malomat ka istemal karti hai, bulke un candlesticks ka bare me bhi wazeh malomat farahm karte hen, k buyers aur sellers market me kia karte hen. RSI indicator ko 1978 me J. Welles Wilder ne banaya tha. Ye aik momentum oscillator hai jo upper aur lower harkaton ka muazena karke qeematon k raftar aur semat (velocity aur magnitude) ki pemayesh karta hai.
    Aisi soratehal jahan candlestick k top ya bottom indicators ki signal line k mutaleqa tops ya bottom se mukhtalif semat ki taraf signal dete hen, is ko divergence kaha jata hai. RSI Divergence se murad qeematon ki semat k mutabiq RSI ki semat ko badal dena hai. RSI Divergence bar ka colour divergence k lehaz se badal deta hai. Financial market RSI indicator k do atarh k divergence ho sakte hen aik bullish divergence aur dosra bearish divergence . Agar RSI indicator ki value barh (increase) rahi ho aur qeematen kam (decrease) ho rahi ho to to aik bullish divergence ho jata hai. Lekin agar RSI ki value kam (decrease) ho rahi ho aur qeematen barh (increase) ho to ye bearish divergence k zemre me ayega.

    Click image for larger version

Name:	images (922).png
Views:	1
Size:	24.8 کلوبائٹ
ID:	12420973

    Bullish Divergence


    Bullish divergence me oscillator higher lows banati hai, jab k us k bar-aks qeematen price chart me lower lows banati howi chalti hai. Bullish divergence me RSI indicators do (two) low dekhata hai, jo higher lows k level banata hai, jab k qeematen lower lows dekhati hai. RSI leading indicator k tawar par apni values ko naye semat ki taraf ishara karti hai, jab k qeematen indicator k semat k faraq ko sahi karne k leye baad me usi semat me ati hai.

    Bearish Divergence


    Price chart pattern me jab bhi qeematon k candlestick higher high banti hai, aur indicator ki vlaue us ki bar-aks lower banati hai, jo baad me qeematen ki semat ki tabdeeli ka zarya banti hai, aik bearish divergence hota hai. RSI indicators ki value agar downward semat me ja rahi ho aur qeematen higher high k candles bana rahe ho, to bearish divergence k mutabiq qeematen is faraq ko khatam karne k leye indicator ki semat ko baad me follow karti hai.

    Hidden Bullish Divergence


    Hidden Bullish divergence us waqat banta hai, jab indicator lower lows bana raha ho aur sui waqat qeematen higher lows banati hai. Ye aksar us waqat ho raha hota hai, jab qeematen sideways trend pe a arahi ho ya uptrend se qeematen wapis ho rahi ho, is waja se ye set up is baat ki nishan-dahi karta hai k qeematon me abhi bhi uptrend k asaar hen. Aisi soratehal me qeematen bohut kam hi sellers k control me ati hai, aur ye position market me buyers ki mazboti ki waja se hota hai.

    Trading on RSI Divergence


    RSI Divergence trading k leye aik behtar strategy sabit ho sakti hai, lekin ye baat hamesha se zehen me rehni chaheye k RSI indicator aik trend reversal indicator k tawar par ziada kaam karta hai, agar kahi se qeematen indicator k bar-aks chalna shoro karti hai, to us k leye stop loss ka zaror istemal karen. RSI Divergence market k lower ya higher point pe ziada behtar result deta hai. Trend market me trend ko hamesha follow karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X