Introduction
Assalam O Alaikum dosto forex forum members, Forex trading market mein trade lagany say pehly ap ko market k overbought and oversold levels ka pata hona chaiy. Ager ap ko in levels ka pata hoga to ap ko apni trading entry decide krny main asani hogi Is tarah ap ko ya decide krny main bi asani hoti hai k ap ko buy ki trade lagani chaiy ya sell ki trade lagani chaiy. Overbought and oversold level decide krny k liy, Indicator ap ki buht help krty hain. In main sab say say important, relative strength index indicator hai to ayye dost aapne topic ke janib chalte hain
(RSI) Kya hAY
Dear members, Relative strength index indicator, aik leading indicator hai. Yah ap ko future market trend k bary main btaat hai. Ya aik momentum indicator hai. Is indicator ki madad say ap ko overbought levels and oversold levels ki information milti hai.

Identification Of Oversold Level
Dears ager ap relative strength index indicator, ko istemal krty hain to is indicator k mutabik jab market 30 k level ko cross kr k down chali jay to osy oversold condition kehty hain. Jab ap ko market oversold level main mily to ap ko buy ki trade lagani chaiy. Ager ap oversold level say, sell ki trade lagty hain to ap loss main ja sakty hain. Trade lagty wakt, overbought aur oversold level ki identification buht zarori hoti hai.
Identification Of Overbought Level
Dears Relative strength index indicator, momentum ki base par market ko 0 aur 100 k level mainmove krta hai. Jab market 70 k level ko cross kr k oper chali jati hai, to hum kehty hain k market overbought condition main hai. Is situation main market main buyer's ka strong pressure hota hai. Ager ap ko kisi bary time frame main, market overbought level main mily to ap ko selling ki trade Lagani chaiy. Jab market overbought level per ho to ap ko kabi bi buy ki trade ni lagani chaiy is tarah se aap market se acha munafa hasil kar sakte hain