What Is Meant By Margin Call Notification From The Broker ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Meant By Margin Call Notification From The Broker ?
    Introduction

    Asslam O Alaikum friendsForex trading main different basic factors hain. Jin main sy aik margin call bhi hai, jisy understand karna bohat zarori hai. Ini terms aur basics ko understand kar k achi trading kar sakty hain. Aur knowledge base trading kar ke acha profit earn kar sakty hain. Istra risky trades sy avoid kar k acha profit earn kar sakty hain, aur trading expertise gain kar sakty hain toayye doato aaj ke aapnr topic par chalte hain

    Definition

    margin call broker ki traf sy aik aisa notification hota hai jo hmy btata hai k hmy mazeed deposit karny ki zarorat hai ya apni loss wali trade ko close kar dena chaiye ta k margin ko mazeed increase kar dia jaye. Margin call level ma equity used margin k brabar ya kam hoti hai Jab trade loss main chal rhi hoti hai aur equity low hoti jati hai, aur even equity minus main jany ka dar hota hai aur equity aik certain percentage sy nechy aa jati hai, to broker ki traf sy mazeed investment ka notification send kia jata hai ta k Margin level ko increase kia ja saky. Aur trade close na hon. Aisy notification ko Margin call kha jata hai.
    Click image for larger version

Name:	download (6).png
Views:	3
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12524775

    Magin Call KeWaja

    mukthlif wajohat par marjin call de jate hay jin ko understand karna bohat zarori hai ta ke ayse trading ki ja sky Aur loss sy b bach skain aur account wash hony sy avoid kia ja sky In main sy kuch reasons ye hain, jo k nechy explain ki gyi hain jin se aap ba khoobi jan sakte hain or jan sakte hain ke margin call kyoun aur kis waja se de jate hay

    Holding In Loss

    phala resson to yah hay ke aap koi trade open karte hain or woh loss main chale jate hay or aap us position ko aik lambe arse ke liye hold kar ke rakhte hain Jis wja sy loss ziada hota rehta hai aur equity kam hoti rehti hai Jis wja sy certain percentage k bad Margin call aa jati hai Isi lye market condition ko understand karty hue loss wali trades ko ziada hold nhi karna chaiye ta k ziada loss na ho aur margin call se bacha ja sake or aap ka acount mahfooz rah sake

    Without Analysis Intre

    Forex trading main market bharpor analysis he aap ko loss aur margin cal jaise situation se bacha seate hain Market analysis sy he better decisions liye ja sakty hain aur achi trade ki ja sakti hai. Market analysis na karny ki wja sy trades main loss hota hai aur loss ziada hony ki wja sy margin call ati hai. Is situation main agar mazeed deposit na kia jaye to account wash ho sakta hai. Isi lye acha market analysis kar k he decisions lany chaiye. Ta k loss na ho aur acha profit earn kia ja saky kabhe bhe jald bazi main analysis ke baghair intre na lain

    Over Trading

    dosto over trading ke waja se he aap kise aik trade main phans jate hain or aap ka sara profit zaya hojata hay dosto forex trading main hmesha balance aur equity ko dekhty hue trade open karni chaiye aur market analysis bhi lazmi karna chaiye. Kbi bhi over trading nhi karni chaiye, aur na he lalach karni chaiye. Over trading sy loss ho sakta hai. Aur margin call ki reason ban skti hai to dosto agar aap in tamam factrs se bachna vhahte hain to aap ko in principls par sakhte sa amal karna hoga tab he aap margin call jaise situation se bach sakte hain
    Thank you for your attention

اب آن لائن

Working...
X