MACD Indicator In Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Indicator In Forex Trading
    Introduction:

    Assalamualaikum Umeed karta hu sab thek ho gaye khairiyat se ho gaye hum forex trading main bhot acha trader ban sakta hai agr hum iss main dil laga kar mehnaat karye yeh job nahi aik business hain joh humain bhot he zabardast earning data han humeri learning he sub sy bara step hain Yeh job nahi business hain or Business humain Hamesha Profit loss dono cheza data hai iss liya humein iss main kabhi bhi ghabrana nahi chahiye tabhi hum iss main agye bar sakta hain.



    MACD


    MACD ko chart main lagya jaye toh price k necha new Window main zahir hota han.Iss main 2 mazeed indicators nazar ata han Aik toh MACD joh Red or Blue 2 lines main hota han aik dosray ko cut karta huwa nazar ata han or dosra Histogram Joh Sabaaz afeaki lines main nazar aa raha han.


    Histogram Zero Level Sy Uper ho toh Up Trend Zahir hota han Agr Necha ho toh downtrend Zahir karta han.


    MACD LInes Aik dosra ko Cross kare toh Buy and Sell Signals Data han.








    Hum MACD indicators kah use kar k iss main bahut achi trades laa sakta hain Yeh indicator humeri bhot he zada achi help kar sakta hain agr hum iss main dil laga kar mehnaat karye Toh Hum iss main bhot he achi achi trades laa sakta hain or iss business main agye be bar sakta hain iss k saat different types of indicators kah use kar k Or Different types of candles ko samajh kar iss main bhot achi achi entries laa sakta hain joh humain iss main bhot he achi entries Point data hain jis sy hum acha sy traders kar sakta hain.

اب آن لائن

avatar Ayn
Working...
X